Aagar aap YouTube ke liye ya others kai kaam ke liye aapna computer ya laptop se screen record karke video banna chahte hai to ye article ko follow kar sakta hai,kyuki iss article me ek free screen record software ke bare me details jankai dene wale hu, aap ek free software ki madat se aasani se aapna computer ya laptop se screen record karke video bana sakta hai, to chaliye dosto aage badhte hai aur puri details janne ki kosis karte hai.
Computer Ki Screen Record Kaise Kare
Dosto aapne computer ya laptop se screen record karne ke liye sabse pahle aapko jo software ke jarurat hai uska naam hai VSDC Free Video Editor, aap pahle iss software ko aapna computer ya laptop me download kare niche diye huye link se.
# VSDC Official Site- VSDC Free Video Editor.
# filehippo.com - VSDC Free Video Editor.
Dosto aap kai bhi site se VSDC software ko download kare, iske baad normally aap others jo software install karte ho usi tarike se iss software ko bhi install kare, aagar aap totally new user hai to computer ya laptop me kaise software install kare iss article ko follow karke ye VSDC free video editor software ko aapne computer me install kare.
Ye software install ho jane ke baad aap aapna computer ya laptop ki home screen me iska icon dekh payogi iss pakar ki niche screenshot dekhe.
Ab aap iss software ke icon ke upar double click kare, double click karte hi ye software open ho jayegi, dosto ya software ke khash baat ye hai ki isse aap screen record ke elaba aur bhi option hai jaha se aap kai bhi otters video bhi edit kar sakte hai.
Software open ho jane ke baad iss pakar ki ek windrow dekh payogi-niche screenshot follow kare, screen record karke video banane ke liye aap screen capture icon par click kare.
Dosto screen capture icon par click karte hi aur ek new windrow open hogi iss pakar ki niche screenshot follow kare, eha se aapko kuch setting karna hai,jaise aap aapne hisab se computer ya laptop ke screen record karna chahte hai to Recommended format select kare, aagar aap full screen record karna chate hai to Custom select kare, uske baad Start recording par click kare.
Dosto Start recording par click karte hi ek new windrow open hogi,uha par aap ek small interface dekh payogi iss pakar ki,niche screenshot follow kare, eha par dekhe read color ke jo icon hai uha par click kare, ye read color ki icon par click karte hi recording start ho jayegi.
Dosto screen recording ke time aap aapna computer ya laptop screen par ek small windrow bhi dekh payogi iss pakar ki niche screenshot dekhe, eha se aap bahut sare kaam kar sakta hai - jaise
# Resume par click karke video ko pause kar sakta hai, others kai kam karne ke liye aap Start drawing par click kare,iske baad aap --
# Pencil par click karke drawing kar sakta hai.
# Line par click karke aap line ya arrow select kar sakta hai.
# Rectangle par click karke aap kai bhi size ke rectangle bana ke kisi option ko mark kar sakte hai.
# Ellipse par click karke kai bhi picture ya link ko oval mark kar sakta hai.
# Color par click karke aap aapna pasand ka color set kar sakta hai.
# Clear par click karke aap video me jo bhi mark ki hai wo sab clear kar sakta hai.
# Iss windrow par jo bhi kaam kare wo puri ho jane ke baad me Finish drawing par jarur click kare.
Dosto video complete ho jane ke baad aap just Stop button par click kare, stop button par click karte hi ek new windrow open hogi uha par aap dekh payogi Recording is completed, niche screenshot follow kare, eha se aap just Ok par click kare.
Also read
Google Ko Kaise Use Kare Sahi Tarike Se Tips In Hindi
Software Ke Bina Facebook Se video Download Karne Ka Tarika.
To dosto computer ki screen record kaise kare iske details ab aap jan gaye hai, ye bahut hi easy method hai, I hope ye jankari aapke kaam aayegi, aagar aapko ye jankar kai kaam aaye to iss article ko aapne dost ke saat jarur share kare.
--

EmoticonEmoticon