Google kya hai wo kaise hamare madat karte hai hindi me jane

 Dosto aaj hum Google ke bare me jankari denge, google kya  hai  uska kya kaam hai wo hamare liye kya maine rakhte hai, ye baat  hum sobhine jante hai, lekin or bhi bahut saare log ye jankari nehi jante, jo logone ab tak nehi jane Google ke bare me uske liye ya post Kaam ki ho sakte hai or faide bhi ho sakte hai.

    Google kya hai or iska kya kaam  hai

Dosto, google ek search engine hai, ye  sarach engine1998 saal me LARRY PAGE OR SERGRY BRIN  ne banaye, Jo aaj aasman par panch chuki hai, iski main office America ki California Mount view me hai.



Google ka kaam hai hamari  har problem ki solve karna,  logo ki help  karna, kaise kare -  hum kisi ke baare me jaankari chate hai to google se turant mil jate hai, just keyword likhe or search kare, or bhi kuch search engine hai, lekin wo Google ki aas pass nehi hai, Google world ki no-one search engine hai.







     Google hamare liye kya hai.

  

Google hamare sab ke liye ek bardaan hai, Google aaj nehi hote to aaj bhi bahut saare log nehi jan pate internet ke baare me, ye internet kye hai, iski kya kaam hai, online se hum kya kya kar sakte hai, kya kya jankari milte hai wo sab bahut sare log nehi Jante, ab aap ke maan me ye saawal aa chuke hogi Google ki elaba or bhi search engine to hai.

Lakin Google nehi hote to kya kya nuksaan hote the hamari ab log sochiye, aabhi bhi bahut saare logo ki paas computer nehi hai wo online ke baare me kaise jane,  lekin Google ki madat se aaj sobhi  log jante hai internet kya hai, dosto ye jo Android mobile hai is ki jo android version Google ki aapne hai, uski madat se aaj har logo ki paas ek android phone hai or ye phone ke jariye wo online se jure rehete hai.

Google ki paas kya kya service  hai.

Dosto Google ki paas bahut saare service hai, jo hame bilkul muft( free) me milte hai, to chaliye jante hai wo service kya hai.


1- YouTube.   2-  blogger.  3- Google +



4- Gmail.  5- Google drive.   6- picasa. 

7- Google talk. 8- Google translate 

     9 - Android.  10- Google image.

11- Google map. 12- Google Earth.

13 - Google Guides 
14 - Google new messaging app - Allo jo Latest Lunch ki hai ye whatsapp se jada behatar hai,or ye baat goole ki kehana hai.
Or vhi  service hai  google ki.
                                       

  Google ki madat se hum kya kya kar sakte hai

  

Dosto Google ki madat se hum sob free me blog site bana sakte hai, YouTube ki jariye  saare world ki vedio dekh sakte hai, hum khud ki vedio youtube me daal sakte hai or paise bhi kama sakte hai, Gmail ki madat se  email kar sakte hai, Google plus  Facebook ki Tara ek social site hai, Google drive se  saare document suruksit kar sakte  hai , picasa se picture, vedio, upload kar sakte hai, Google translete ki madat se  saare world ki bhasa aapne bhase me kar sakte hai, Google image ki madat se hame kyi bhi picture ki jarurat hai to le sakte hai, ye puri service hame muft me milte hai.








Dosto ye jaankari kaise lagi wo comment kareke bataye jarur, or ek baat ye jankari aap ko kyi kaam aaye to mughe khusi hogi or bhi jada post dalne ne ki motivation milegi hame, dosto  mere saat rahe or aapne knowledge baraye.



 Dhannyabaad

1 comments:

thanks for share this information....


EmoticonEmoticon