Blogger template se footer link remove kaise kare jane hindi me


Dosto hum sab blogging karte hai jadatar free Custom Template use karte hai, lekin wo free wale template me ek fotter credit link rahe jate hai,usko hatane ke liye bahut sare new blogger ko problam hote hai, Letest  jo template hai, wo good looking hai or responsive hai wo template ki footer link delete nehi hote hai, qki wo template ko java code se lock ki jate hai, is liye wo template ki footer link ko aap remove nehi kar pate, ab aap ke liye ye paresani khotam hone wale hai, qki is post me  aap ki problem solve hone wale hai, to chale dekhte hai kaise template ki footer link ko aasani se kaise hataye jate hai,



html color code ko jane 


sabse pehle kya karna hai 


Dosto pehle app blogger ki dashbroad me jaye uske baad dropdown menu se template selecet kare uske baad Edit Html par click kare, neche screenshot dekhe.

Blog,custom,remove,link



Ab ek neya page open hogi us page se ek Html code dhune hogi, step 1 follow kare.




STEP 1


Dosto pehle aap ye tarika aapnaye 


 Ctrl+F press karke Template by,Theme byDesign by,  search kijiye uske baad aap dekh payenge is tara ek code hai id="........."  is id ke baad ek space dene hoga uske baad isstyle='display: none' code ko type kare, uske baad ab aap template save kare. ab aap dekhiye aap ki template se footer link remove ho gaye hai. 

 Dosto ye tarike se  template ki footer link remove nehi huye  to aap samaj lijiye  ye template java code se lock ki hai, to ab kya kare, parisani hone ki kyi jarurat nehi hai just aap niche Step 2 follow kare.


NOTE

Dosto Step 2 ki tarike payog karne se pehle aap ki template ki backup jarur le,aap ke paas or ek tarika hai pehle aap ek new blog open kijiye or wo template is blog me upload kijiye ab aap Step 2 ka jo cundition hai wo payog kijiye, job solve ho jaye to aap dusri template me ye tarike aapnaye.


STEP   2

Dosto ab aap ko ek java code dhune hogi ye code kuch is pakar ki hote hai hai, example x27\x65\x28 is tara ki code jab aap ke najar aayegi tab aap ko  x28\x6554\x27 is tara change karna hai, just 54 ye number add karni hai.

Blog,kaise,hindi,template




 Ab or ek java code ko dhune hogi us code is pakar ki hai,  Example \x2D\x55\x is tara ki kyi code najar aaye to us code ko\x2D\x5556\x  is tara change kare, just 56 add karni hai fir template save kare.

Blogger,karne, ka jane,se,
  







Dosto ye jankari aap ke kyi kaam aaye to mughi bahut khusi hogi , or is post se kyi sawal hai to comment karke jarur puch lena ok . or ek new post lekar jaldi hi aap ke paas hajir honge, to ab hum chale. 



DHANNYABAAD







EmoticonEmoticon