Software and Website ki bare me tips and tricks jane hindi me


Hello dosto aap sab kaise ho, hum jante hai aap aachhi hi honge, dosto aaj hum aap ko kuch Tips and Tricks dene wale hu ,jo aap ke liye kuch faide ho sakte hai, hum jante hai aap sabhi ne aisi kuch software and website ki talas me rehete hai jo aap ke kyi kaam aaye, ab aap ko parisani ki kyi jarurat nehi hai, is post me aapko ek Software and kuch website ke jankari dene wale hu jo aap ke kaam ki ho sake. to chaliye jaan lete hai .


software and website ki tips and tricks

 Ek Fun Website

Dosto aap sabhi ke pass ek Facebook account jarur hoga, or us account par bahut sare friends bhi honge, kabhi kabhi us dosto ke saat kuch hasi majak karte hai, to chaliye aaj hum aap ko ek fun site ke bare me batate hai, jo aapko jarur pasand aayegi, us site ka naam hai http://www.moronface.com/  is site par aap aasani se image ko Edit karke ek funy image bana sakte hai, jo aap aap ki dost ke saat fun kar sakte hai, kuch is pakar image niche dekhe.



Fun website tips hindi me

 Ye Article ko bhi padhe.

 Forex Trading kaise kare

Online se paise kaise kamaye

Motivation bate jan sakte hai

HairStyle Website




Dosto aap aapne ko ek naya HairStyle me dekhne ke liye aalag aalag HairStyle chang karte hai Ek neya look aane ke liye,aaj se aap HairStyle change karne se phele aap ko us style me kaise lagte hai wo aap ek site ki madat se virtual look bane ke dekh payogi, dosto us site ka naam hai http://www.taaz.com/ is link par ekbar click karke try kar le, aap ko jarur pasand hogi. kuch image dekhiye kaise look change huya hai.



 fun website ki jankari





Animation Software 

Ab aap ko ek bahut hi kaam ki software ke bare me jankari dene bale hu aap ko, hum jante hai ye software ko kuch log jante hai, lekin jo nehi jante uske liye ye software bahut hi kaam ki ho sakte hai, dosto aaj ki time me 3D Animation 3d modeling ka time hai , is software se aap 3D Animation picture bana sakte hai, 3d Model bana sakte hai, or bhi bahut kaam kar sakte hai is software se, sabse bada faide ye hai is software aap ko free me mil sakte hai, dosto or bhi bahut aachi aachi software hai jaise Maya, 3D Max Studio, lekin ye sab paid software hai aap ko kharid ne hoga, ye muft ne nehi milte hai, lekin ye software free hai, jo chahe
wo download kar sakte hai.

Software tips hindi me

dosto us foftware ka naam hai BLENDER. ye software aap is Blender Download click here link se free download kar sakte hai, download karne ki baad aap ko kuch normal jankari lene hogi nehi to aap ko kuch samaj me nehi aayegi, Normal jankari lene ke liye aap youtube ko follow kar sakte hai or ye dono click here    Click here   site se bhi jankari le sakte hai. dosto ye jo site ke bare me hum aap ko jankari di hai, is website se mera kyi samandh nehi hai, mujhe galat na samjiye, is site ki  link is liye di hai jo aap ko aasani se pata chale.




Dosto ye jankari aap ko kyi kaam aaye to mujhe bahut khusi hogi, or ek baat aap sab hamare saat jude rahe  ek se ek  neya jankari pane ke liye.




DHANNYABAAD   



EmoticonEmoticon