Dosto computer ki basic jankari kaise jane is ke bare me phele hum ek post ki thi wo post dekhna chahe to ap is par click karke dekh sakte ho , aaj hum or kuch basic jankari dene wale hu is post me, hum jante hai jada tar log aaj ki time par smart phone use karte hai , lekin computer ke bare me wo log kuch bhi nehi jante wo logo ki ye post kaam ki ho sakte hai, to dosto chale jan lete hai or kuch basic jankari computer ki.
Dosto jab computer ki kyi program(Software) Double click karne se open hote hai to ek window ki tara ek page open hote hai us page ki upar, niche, laft site me, Right site me kuch option hote hai, us option ki aalag aalag naam hote hai jo apko janna bahut hi jaruri hai, ap nehi jane to kisi bhi kaam karne se apko problem hogi, is liye ye jankari bhi lena jaruri hai, us ke liye phele ap niche screen shot ko follow kare ap sab samaj jayogi.
Computer/Laptop ki basic jankari in hindi part- 1
1- Menu Bar - Dosto sabse upar dekhiye ham ne jo arrow ki hai wo Menu Bar hai, uski upar Title Bar hoti hai jo ye screen shot me nehi hai, ap wo option aasani se samaj jayogi, wo option menu Bar ki upar hote hai.
2 -MInimize-Maximize-Window closed - ab ap dekhe apki Right hands ki upar kuch option hai, jo phele Minimize fir Maximize last me Window closd ki option hai, Minimize ki matlab hai window ko chupa dena, is option par click karte hi window Task Bar me chhup jate hai, Maximize ki matlab window ko bade karna, or last me jo option hai us par clik kare to window closd ho jayegi.
3 - Scroll Bar - ye option window ki Right site me hote hai, iske kaam hai kyi bhi page ko upar se niche- niche se upar karna ye kaam mouse ki Lelt Button daba kar karte hai.
4 - Task Bar - Dosto hum sab jab kyi program open karte hai us program ko Minimize karke or ek neya window open karte hai, kyi time par 3 se 4 window opnen karna parte hai, tab hum sab us window ko minimize karte hai, minimize option par click karte hi wo window ye Task Bar me stok hote hai, ap jab chahe is task bar se fir se wo window open kar sakte ho mouse ki Laft button daba kar.
Copy and Paste kaise kare
Dosto ab hum chalte hai ,fir se computer ki basic jankari lekar jaldi hi aayege.
EmoticonEmoticon