Difference between rich and poor mindset, haa dosto rich aur poor me bahut sare difference hai jaise,mentality aalag aalag hote hai,idea bhi aalag aalag hote hai, dream aalag hote hai aisi bahut sare difference hai rich aur poor man ke aadar,kaas sare insan ke soch rich man ki tara hoti, lekin ye soch kabhi bhi ek jaisa nehi hoga-- iss liye to aaj bhi iss duniya me itne sare garib hai,aaiye jante hai rich aur poor me kya difference mindset hai.
Difference Between Rich And Poor Mindset
Iss duniya me jitne bhi rich man hai wo kisi na kisi business ke saat jude hai, wo kisi ke paas naukri karke rich man nehi bane,aur ye sabse bada difference hai richest aur poorest me. kyuki poor man hamesha naukri ke bare me sochte hai,aur rich family ka kisi insan hamesha business ke bare me sochte hai, richest aur poorest me ye sabse bada difference hai.
Rich family ke kisi member hamesha kai na kai naya business idea dhundte hai,kyuki wo ek naya project lekar kai company open kar sakhe, naya aandaz se business kar sakhe,lekin poor family ki kisi member ka idea hamesha aalag rahete hai,wo hamesha ye idea papt karna chate hai-- kaise ek achhe naukri mil sakhe,konsa category me padhne se jyada salary mil sakte hai.
Dream
Rich family ka har member aasman me pounchna chahte hai, ye dream hai har richest man ka hai,iske liye har time naya naya sapne dekhte hai,lekin poor family ke har member sapne dekhna dur ki baat hai ye baat sochne se bhi darte hai,ye difference hai ek rich aur poor me.
Negative And Positive Thinking
# Poor man hamesha negative sochte hai,lekin rich man hamesha positive hi sochte hai,jaise ek poor family ka kisi ek member kai business karna chate hai to hajaro bar sochte hai, ye business me profit hoga ya loss hoga,ye business me loss ho jaye to itne sare paise khona padega, sabse pahle aisi negative soch dimag me aa jayegi,dekha jaye to iske family bhi support nehi karegi, family se ye salah milegi - paise ko barbaad mat karo - paise kisi bank ya post office me fixed deposit kar do kuch saal baad double ho jayegi, uske baad bolte hai ek chhota mota naukri dhund lo khusal jindagi kaat jayegi. ehi soch jyada se jyada poorest man ka hai.
# Rich man ka thinking yani soch hamesha positive hi rahete hai,jaise suru se hi kisi business ke bare me sochte hai,uske baad wo business bhi start karte hai, aagar wo business me loss ho jaye to fir se kisi na kisi ek business ke bare me sochna start kar dete hai,jiske paas ek company hai - wo hamesha aur ek company kaise hogi ahi soch me rahate hai,family se support bhi milte hai hamesha.
Sawal Pe Sawal
# Aagar aap poor family se ho to abtak sawal pe sawal aapke mann me aa gaye hai-jaise ek rich family ke paas jyada paisa hai is liye wo log bade bade business kar pate,ek poor family ke paas to itne sare paisa nehi hai,to ek poor man kaise business kar sakta hai. garib insan hokar bade bade sapne kaise dekh sakta hai,is type ke aur sawal aa jayegi mann me, ye hai real fact ek garib ka jisko mindset hamesha aalag sochte hai.
# Ek poor man bhi rich ban sakta hai uske liye ek goal set karne hogi,aur hamesha positive sochne hogi, jaise mukesh ambani ke pita dhirubhai ambani ne socha tha, dhirubhai ambani bhi bahut garib se aamir bane the,aur iske son mukesh ambani is time india hi nehi balki sare Asia ka richest man ban gaye hai.aap chahe to -- Richest man-india ka sabse rich man kaun hai is article ko padh sakte hai, aapko pata chal jayegi kitne richest man hai mukesh ambani.
Business konsa Kare-Best Business plan jane Hindi Me
Real Fact
Difference between rich and poor man mindset, jab tak yeh duniya rahegi tab tak rich aur poor me yeh difference bhi rahegi,ye hai real fact, aagar sab log rich ban jaye to to rich man ke company me naukri koun karegi, kheti koun karegi, rich man ka maang kaun bharegee.
--
Difference Between Rich And Poor Mindset
Iss duniya me jitne bhi rich man hai wo kisi na kisi business ke saat jude hai, wo kisi ke paas naukri karke rich man nehi bane,aur ye sabse bada difference hai richest aur poorest me. kyuki poor man hamesha naukri ke bare me sochte hai,aur rich family ka kisi insan hamesha business ke bare me sochte hai, richest aur poorest me ye sabse bada difference hai.
Rich family ke kisi member hamesha kai na kai naya business idea dhundte hai,kyuki wo ek naya project lekar kai company open kar sakhe, naya aandaz se business kar sakhe,lekin poor family ki kisi member ka idea hamesha aalag rahete hai,wo hamesha ye idea papt karna chate hai-- kaise ek achhe naukri mil sakhe,konsa category me padhne se jyada salary mil sakte hai.
Dream
Rich family ka har member aasman me pounchna chahte hai, ye dream hai har richest man ka hai,iske liye har time naya naya sapne dekhte hai,lekin poor family ke har member sapne dekhna dur ki baat hai ye baat sochne se bhi darte hai,ye difference hai ek rich aur poor me.
Negative And Positive Thinking
# Poor man hamesha negative sochte hai,lekin rich man hamesha positive hi sochte hai,jaise ek poor family ka kisi ek member kai business karna chate hai to hajaro bar sochte hai, ye business me profit hoga ya loss hoga,ye business me loss ho jaye to itne sare paise khona padega, sabse pahle aisi negative soch dimag me aa jayegi,dekha jaye to iske family bhi support nehi karegi, family se ye salah milegi - paise ko barbaad mat karo - paise kisi bank ya post office me fixed deposit kar do kuch saal baad double ho jayegi, uske baad bolte hai ek chhota mota naukri dhund lo khusal jindagi kaat jayegi. ehi soch jyada se jyada poorest man ka hai.
# Rich man ka thinking yani soch hamesha positive hi rahete hai,jaise suru se hi kisi business ke bare me sochte hai,uske baad wo business bhi start karte hai, aagar wo business me loss ho jaye to fir se kisi na kisi ek business ke bare me sochna start kar dete hai,jiske paas ek company hai - wo hamesha aur ek company kaise hogi ahi soch me rahate hai,family se support bhi milte hai hamesha.
Sawal Pe Sawal
# Aagar aap poor family se ho to abtak sawal pe sawal aapke mann me aa gaye hai-jaise ek rich family ke paas jyada paisa hai is liye wo log bade bade business kar pate,ek poor family ke paas to itne sare paisa nehi hai,to ek poor man kaise business kar sakta hai. garib insan hokar bade bade sapne kaise dekh sakta hai,is type ke aur sawal aa jayegi mann me, ye hai real fact ek garib ka jisko mindset hamesha aalag sochte hai.
Business konsa Kare-Best Business plan jane Hindi Me
Real Fact
Difference between rich and poor man mindset, jab tak yeh duniya rahegi tab tak rich aur poor me yeh difference bhi rahegi,ye hai real fact, aagar sab log rich ban jaye to to rich man ke company me naukri koun karegi, kheti koun karegi, rich man ka maang kaun bharegee.
--
EmoticonEmoticon