Best Motivational Story Success Pane Ke Liye In Hindi

Dosto aaj hum ek motivational kahani ki baat batayenge ho sakte hai kuch motivation mil jaye apki jeevan me, dosto har insaan ke dimag me ek na ek naya soch rahate hai ki kaise zindagi me aage bade or ek successful aadmi bane, lekin sach to ye hai ki just kuch hi log kaamyaab hote hai zindagi me, is ki kai waja bhi hai jaise wo bakti jo bhi kaam karne chahte hai wo kaam se suru suru me paise nehi milte hai, sikhne ke liye paise ke bhi jarurat hote hai lekin uske pass paise nehi hote hai. lekin jo log abhi tak success huye hai wo is problem ko hata kar success huye hai. aap bhi success pane ke liye aapki pasandida kaam ki saat jud jaye, apko success jarur milegi, chaliye ek mahan bakti ke bare me jante  hai, ye khani janne ki baad aapko jarur motivation milegi ye mera bada hai..

Abraham Lincoln,motivation
Image source by wikipedia

 Abraham Lincoln America President

Born - February 12, 1809

Died - April 15, 1865

America ki president Abraham Lincoln , is mahan bakti ka life story janne ke baad aap ye sochne par majbur ho jayenge ki success kaise milte hai, is post me just motivation mile aisi kuch batein kehenge Abraham Lincoln ke bare me to dosto chaliye jante hai is bkti ke bare me.


Abraham Lincoln ek simple sa family me janam li hai lekin uska kahani etni simple nehi hai, linkon jab 23 saal ki thi us time me ek nakri karte thi wo nakri usko khona pada, is bkti  political se jude thi us par bhi kuch nehi kar paye, job 24 saal ki thi to business karne ke bare me socha fir business bhi start kar di hai ,lekin kuch dino ke baad uski business me bahut bade nuskan huya, fir bhi wo maan se nehi tute.


Jab uska age 26 saal ki thi tab uski Lover Ayan ko khona para, jab uski age 27 saal ki hai wo ek bahut bade  bimaar ki shikar huya, is bakti ka janam huye thi ek normal si paribar me lekin har manne se nehi thi ye bakti,jab uski age 29 saal ki thi wo Speaker hone ke liye lade lekin fir bhi parajit huye, jab 34 saal ki thi congress patti ki candidate ban ke  lade fir bhi parajit huye,jab 39 saal ki thi tab fir se parajit huya,jab 47 saal ki thi tab vice president pad pane ke liye lade lekin fir bhi parajit huye, itne bar parajit hone se bhi wo maan se nehi tute, last 52 saal ki umar me wo America ki 16th president bane, to dosto ye insaan ke badle me ham sab hote to kab ki har maan lete.

Motivation- Sakshi Malik

 Haryana ki ek ladki Sakshi Malik jo 21 saal ki umar me rio olympics me 58 kg kushti khel category se bronze medal hisil ki hai or ek neya itihaas banaye, kiu ki 2016 me ye ek ladki jo pehla ek medal  jite hai, ye ladki  ki jab 9 saal ki umar thi tab se kushti khel se jude rahe aur 12 saal baad uska sapne puri huye, aur aaj hamare sabhi ke liye ek bade motivation ban gaye hai.



Dosto ye dono bhi insaan hai aur hum sab bhi insaan hai fir kyu nehi ban sakte ek successful insaan. kosis karenge to jarur ban payenge, ham sabhi kuch dino ki meheman hai is liye aisi kuch karke jana chahiye jo mouth ke baad me bhi jada log na sahi kuch log hamesa yaad rakhe.


Dosto upar jo mahan bakti ke bare me jankari di hai wo padke sayed apko motivation mil gaye hai,, is tara bahut sare insan hai jo hamare liye icon ban ke rahe hai, ap bhi kosis kare is pakar icon banne ki. aagar aap kosis kare to jarur ban payegi


EmoticonEmoticon