SEO Kaise Kare - SEO Ki Jankari Hindi Me

 SEO ki jankari ke liye bahut sare new blogger har blog me visit karte hai, fir wo janne ki kosis karte hai seo kya hai aur kaise karte hai, doston aap bhi blogging me naya hai to ye post ko follow kar sakte ho, actually seo kya hai wo khud ko samaj ne hogi, kyuki seo ke bare me aap jo article read karogi uha se just aap ko kuch guideline hi milegi aur kuch nehi, jo karna hai wo aap khud ko hi karna paregi, is liye dosto pehle seo kya hai wo puri tare se aapko samajne hogi, abhi tak aap ko samaj me na aaye to ye post ko follow kar sakte ho, ye post me sidhi baato se kuch jankari dene wale hu seo ke bare me, aap just dhan se iss article ko read kare.

SEO, Kaise kare Hindi,

 SEO Ki Jankari- KeyWord


Doston sidhi bhasa se kahe to aap jo blog banaye hai us blog ko aap ek Dress ki dukan samjhe, chale ek udhaharan dete hai man lo aap ek dress ki dukan kharide hai aap jaha par rahete hai, aur ab chahte hai ye dukan ko har india ki logon pehchane to aap ko kya karne hogi, us dukan me achhi achhi product rakhne hogi, ye jo ek ek  product hai wo ek ek keyword hai, jaise Sharee, T-Shirt,Jeans ye sab keyword hai, ye sab Sharee- T-Shart - Jeans ki ek name hote hai jaise man lo jaya sharee ye ek keyword hai, aisi apna blog me jiske bare me article likhne chate ho wo hi main keyword hote hai, to doston ab aap keyword ke bare jarur samaj gaye hai.



Off Page SEO



Doston ab aap ko dress ki dukan ko marketing karne hogi, marketing kaise kare ? marketing karne ke liye apna dukan ki jo product yani keyword hai usko promote karne hai, jaise jaya Shaee bahut achhi hai ye pahne se garmi kam lagte hai, is ki price rate bhi others sharee se kam hai, aisi kuch achhi achhi baato se promote karne hogi logon ki pass, ye kaam aap paise dekar Google Ad word se bhi kar sakte ho, aur free me bhi kar sakte ho, free promote karne ke liye jitne bhi social site hai uha par account kare baad me apna product ko promote kare, ye ek off page seo hai.

SEO, Kaise kare,Hindi me,

 On Page SEO


# SEO ki aur ek important part hote hai apna blog ki title or blog post ki title, doston aap apna blog ki title kya rakhne chate hai wo aap khud ko pasand karna hai, baad me blog ki post ki title wo bhi khudko hi select karna hai, main ek help kar sakte hai wo hai kai bhi post publish karne se pehele aap us post ki title ke bare dhan se sochiye, sare logon kya likh kar google me search karte hai, aur aap search karna chahe to kya likh kar search karogi google par, baas ye soch jitne jyada hogi aap ki dimag me utnihi jaldi success milegi aap ko. title ek on page seo ki part hai.




# Doston aap job bhi article likhe first paragraph me main keyword ko highlight kare Bold karke, baad me middle paragraph me kuch impotent sabdo ko italic kare aur kuch line ko underline kare, ye karne se google Bot jab aap ki site par aayegi tab asani se pehchanegi aap ki blog me kya hai, fir asani se kuch time ke baad aap ki article ko index karegi, doston sach kahe to seo expert hone se bahut time lagte hai aur kai bhi tech related admi dawa ke saaat nehi kahe sakte ki hum bahut bade seo expert hai, kyuki Google aur bhi jo search engine hai wo apna condition change karte hai.


SEO, Kaise kare, Jankari, Hindi,

# Doston achhi tare seo ke bare samajne ke liye aap ko bahut sare article read karne hogi, baad me aap khud samaj jayogi ye seo hai kya cheez, is time me dofollow backlinks pana na ke barabar ho gaye hai, na paye to kya kare blogging karna chhor de, nehi chhorna kyuki kai ho na ho google aap ke saat hai aap just mann lagake achhi acchi article publish kare fir dekhe hota hai kya, kyuki bade bade seo Expert ko bhi manna hai content yani article is king hai, aap me dum hai to kai nehi rukh sakte hai, aap ekala hi kafi hai.


Also Read 

on page seo guide 

seo kya hai- full guide for beginner 

7 blogging tips for beginner 

Ek Important Seo Tips 


Doston aur ek seo tips jane- ye tips aap ko faide ho sakte hai, aap jitne bhi article publish ki hai apna blog me uha se jo article sabse popular huye hai yani sabse jada visit huye hai uska related article fir se kuch aalag tarike se likhe aur publish kare, ye bhi ek seo ki kaam ho jayegi blog ke liye.


Last Batein 


Doston last me ek aalag baat kahe -- blogging ek Art hai isse paise kamane ki machine nehi samaj na, ye art ki daran jab logon aap ko pehchanegi tab paise khud hi aa jayegi, aap mere blog ki kuch article ko dekhe wo ek saal pehle ki hai lekin main Adsense se jude just 3 mahine pehle aur adsense bhi just 2 ghante ki ander  approved ho gaye thi, lekin mere income kitne hote hai wo kai farak nehi parte hai, kyuki blogging karna mere liye ek hobby hai, aap bhi aisa ho jaye.
--


EmoticonEmoticon