Dosto Iss Article me Ganga sagar kaha hai aur kaise yatra karte hai uski bare me jankari dene wale hu, bahut si log gangasagar yatra karne chate hai lekin sahi jankari na hone ki waja se ganga sagar yatre nehi kar pate, is yatra me sabse jada logon aate hai makar Sankrantri me, jo January Month me hote hai,is yatra ke bare me aapko puri ke puti details dene ki koisis karunga, mai asha rakhti hu is article ko read karne ki baad aapko sare jankari mil jayegi, fir aap ekala ho aur aapne family ke saat ho aap aasani se ye yatra par ja sakte hai. to chale aage badhe.
Ganga Sagar kaha hai
Dosto ganga sagar India ki ek State jiske name hai West Bengal, jo kolkata name se jada tar log jante hai. uhse jana hai, west bengal ki ek district - jiske name hai South 24 parganas aur ye district ki andar hi ganga sagar hai, uha par jane ke liye kolkata se 7 se 8 ghante lag jate hai.
kaise yatra kare
Aap ganga sagar yatra karne chate hai to pehle aapko kolkata me aana hoga, kolkata aane ke liye aapke paas main 3 option hai, aap Bihar,Up se bus se bhi aa sakte hai, 1- Howrah Railway Station, 2- Sealdah Station, 3- kolkata Airport jiske name hai Netaji Subhas Chandra Bose International Airport, is 3 jagha se car pakar kar aapko Babughat aana hogi, aap chahe to Railway Station/ Air port se direct kai car service lekar bhi ganga sagar ja sakte hai.
Ganga Sagar Yatra- Bus Survice
Ganga sagar jane ke liye aapko phele Howrah ya Sealdah Railway Stations par utarne hogi, uha se taxi ya bus pakar ke Babughat bus stop par aaye,ye bus stop se aapko Namkhana jane ke liye bus service mil jayegi,dosto Babughat se Kakdwip fir Namkhana ek lambe shafar hai, lagvag 4 ghante lag jayegi, aap chahe to kakdwip par bhi utar sakte hai.
Ganga Sagar Train Service
Aap train se ganga sagar jana chate hai to Sealdah Station se tain jate hai, Sealdah se tain pakar kar Kakdwip ya last Station Namkhana uha par utar jaye, ye train Sealdah to Numkhana hi jate hai is liye ghabrane ki kai jarurat nehi hai, aap aankh bandh karke ja sakte hai, jab train Kakdwip station par aayegi tab utar jaye, aap galti se ye station par nehi utar paye to parisan hone ki kai jarurat nehi hai, kyu ki ye train ki last Station Numkhana hai. aur aap Numkaha se bhi ganga sagar ja sakte hai. Sealdah se Numkhana Train jane ki time, 4 am - next 7.30 am aur 10.30 am par day.
***Most Important***
1 - Dosto gangasagar jane ke liye kakdwip bus stop ya railway station par utar kar aapko jana hai, kakdwip utarne ke baad uha se kai car se Harwood Point jana hai uha jane ki bad aapko ek River najar aayegi jiske name Maruganga hai, aapko ferry survice lena hai River se jane ke liye, uske ke baad aap jo jagha par aap jayogi uska name Kachubaria hai, ab aapko kai local Bus ya taxi pakar ke gangasagar Island jana hai, kachubaria to ganga sagar total 32 km raste hai.
2 - Aap chahe to direct kolkata se Numkhana bhi jakar uha se ja sakte hai, ek hi road hai kolkata -- kakdwip--- Numkhana, lekin mai suggest karuga ki aap kakdwip par utar jaye,wo aap bus se aaye ya train se aaye. kyu ki aap kolkata se aayegi to pehle kakdwip padegi, uha se 13 km dur hai Numkhana.
Aap personal car lekar ganga sagar jana chate hai pehle app kolkata me se Babughat ya Dharmatala ye jagha par aana hai. to pehle aap ye jagha par aaye, uske baad Khidirpur uske baad Taratala, taratala aa jane ki baad aapko Dimond harbour road pakarne hogi, kai problem aaye to uha par jo traffic police hai usse puche wo bata degi kon se raste par jane hogi, ab main man lete hai aap dimond harbour road pakar li hai, bas or kai sochne ki baat nehi hai ye ek long route hai sidhe dimond harbour uske baad kulpi uske bad Kakdwip aur uske bad Numkhana, fir bhi main kuch bus stop ke bare me bata dete hai jo aapki safar aur aasan ho jayegi, aap just niche follow kare.
BABUGHAT + DHARMATALA - Khidirpur -- Taratala----- Behala---- Joka---- Pailan----- Amtala---- Shirakol----Shibanipur----- Sarisha hut---- Kapat hat----- Dimond haiber----- Kulpi-----Kakdwip---- Numkhana.
Government Service
Makar Sankrantri me sabse jada logn aaate hai is liye West Bengal Government bahut sare volunteer rakhte hai logo ko service dene ke liye, aapki koi bhi problem ho uski solve ho jate hai, is liye jada parison hone ki kai jarurat nehi hai, aap nischint hokar ganga sagar yatra kar sakte hai, lekin aap others time aana chate hai to ye article me jo bataye hai wo follow karke ye yatra kare.
Others Tips
Dosto main jante hai ganga sagar yatra par jada se jada old man aate hai, aur uske paas smart phone bhi jada nehi hote hai, is liye main ye sare jankar di hai, kyu ki aapke mata paita bhi is yatra me aaye aur kisi wajase kho jaye to aap aapne mobile se mata pita ke saat contact karke ye jagha ke bare me bata sake, upar jo jagha ke bare me jankari di hai wo jagha se aasani se kolkata tak ponch jayegi.
Also Read
ATM/Debit card kaise use kare aur safe rahe
Pradhan mantri mudra yojana loan kaise mile.
KYC- Know your customer puri guidelines hindi me
Ye west Bengal hai eha par logon ki main bhasa Bangla hai, aur ganga saagar jaha par hai wo gayo ki tara hai, aur uha par jada log hindi bhasa nehi samaj te hai, lekin ye Jagha ke bare me kahe to wo log aasani se bata sakte hai kaise jana hai, ab aap samaj gaye hai kis liye ye sare details jankari di hai.
Dosto mere umid hai ye article read karne ki baad ganga sagar yatra aapke liye aapki gahr ki aaspass hi malum hogi. fir bhi aur jada janna hai to aap comment ki jariye jaan sakte hai. aur ek baat -- ho sake to ye article aapne dosto ke saat share kare.
--------------

EmoticonEmoticon