UPI Kya Hai-PhonePe UPI App Kaise Use Kare Details In Hindi

 Dosto is article me UPI kya hai uske ke bare me kuch jankari dene wale hai, Dosto  UPI yani Unified payment Interface ek vritual payment method hai, isse kaise use karte hai -ye kaise kaam karte hai- judne ke liye kya kya hona chahiye, judne ke baad kya fayde hai sare ki sare jankari dene ki kosis karunga, to chaliye aage badhte hai.

UPI kya hai, kaise use kare,

UPI Kya Hai 

Ye bhi ek net banking tara payment method hai, lekin net banking se bhi easy tarike hai, UPI  ke jariye aap aasani se kai bhi jagha par money transfer kar sakte hai, aur ye lena dena bhi yani Transaction bahut hi safe hai,UPI se judne ke liye aapke paas ek smart phone aur ek bank account ki jarurat hai, aagar aapke paas ye 2 cheez hai to aap aasani se UPI ki istamal kar sakte hai.  UPI se connect ho jane ki baad aapki smart phone hi aapke bank ho jayegi, UPI se connect huye to kisi ko payment dene ke liye bank me jane ki kai jarurat nehi hogi, aap jaha bhi honge uha se payment kar sakte hai, kyu ki aapki mobile hi aapki bank hai.
Dosto main jante hai aaj ki time par har log bahut hi smart hai is liye thorasa information hi kafi hai, fir bhi jitne ho sake utni eha par batate hai, sayed aap ek aap ke bare me internet par aur bhi jagha par add dekha hogi, us apps ki name PhonePe hai, dosto ye PhonePe app bhi ek UPI apps hai - Powered by Yes Bank, aap UPI use karna chate hai to ye PhonePe Apps ko play store se download kare, aap chahe to aur bhi bahut saare bank ki UPI apps hai wo bhi istamal kar sakte hai, har UPI apps ki process lagvag ek hi hai.

-NOTE-

1-  UPI se cannect hone ke liye ek mobile number ki jarurat hai, is liye jo number aapna bank se connect hai wo number hi UPI se connect kare, nehi to aap success nehi ho payenge.


2 -  Aap chahe to kai bhi bank ki UPI apps ka use kar sakte ho, us bank ki account aapke paas ho na ho, jaise aapke paas State Bank ki account hai to aap Bank of India ki UPI apps use kar sakte ho.

PhonePE UPI Apps ki jankari,


UPI Account Kaise Banate Hai

Step- 1 Dosto eha par PhonePe UPI apps ke bare me batayenge, aur bhi bank ki UPI apps hai uska bhi same process hai, to pehle PhonePe apps install kare uske baad ye apps ko open kare, open karte hi Change language yani bhasa badlane ki ek page open hogi, uha se aap aapke bhasa select kare, jaise Hindi, English, Marathi, Tamil, aur bhi bhasa hai wo select kare, ab aap us page ki niche se continue par click kare.


Step- 2 Dosto click karte hi jo page open hogi uha par aapke sare sawalo ki jabab mil jayegi, aap just ek ek page ko dhan se padhe baad me Next kare, aapke samne 4 page open hogi uha par kya kya kar sakte hai uski sare jankari hai, aur ye sare jankari aap aapne bhasa se jaan payogi.dosto UPI account create karna bahut hi easy hai jo aap aasani se kar sakte hai, aap just ek bar PhonePe apps install karke dekhe, ye apps jada mb bhi nehi hai.

Step- 3 Account create karne ki baad aapko ek virtual Id create karne hogi, jab aapki account create ho jayegi tab ek successfully ki massage aayegi aapke phone ki display me, ab aap Ok button par click kare, click karte hi jo page open hogi uha se aapki mann pasand  6 digit ki ek virtual Id banaye, kaise -- uha par ek option hogi uha par 6 digit jaise 256483 aisi number dale fir submit button par click karke submit kare, baad me ek success massage aayegi, bas ho gaye hai aapki virtual ID. dosto ab aapko ek MPIN create karne hogi, uske baad aapki kaam puri hogi.

Ye Article bhi padhe

ATM/ Debit card kaise use kare aur safe rakhe

KYC- Know your Customer puri guidelines

Mobile se jane aapna bank ki balance 

Dosto PhonePe app se mere kai connection nehi hai, mujhu pasand aaye is liye share ki hai,ye apps se aap apne bhasa se sab kuch jaan payenge is liye aur details me jankari nehi di hai, jo bhi jankari di hai wo aapke liye kafi hai, kyu ki aap smart hai fir bhi kai problem aaye to aap comment kare, aap chahe to aapne pasandita bank ki UPI apps use kar sakte hai jo google play store par majud hai to dosto ab main chale---.

-------------


EmoticonEmoticon