Best 5 Android Apps ke Details Jane Hindi Me

Dosto ye technology ki jamana hai aur is time me har insan ke paas ek smart phone hai, smart phone ko aur jyada smart banane ke liye android developer har time kosis karte hai,uska natija aap khud jante hi honge, chaliye is article me best 5 android app ke bare me details jane. jaise - iska kya kaam hai, ye app kaise kaam karte hai ye sab is article me aap janenge uske liye aap just ye article ki dhan se read kare.

Best 5 android app details,

Best 5 Android Apps


 Airdroid - Dosto ye app se app 2 type ki kam kar sakte hai, ek aap aapne ke liya -- jaise mobile se kai bhi file transfer karna aapne computer me, aur dusre aap chahe to kai bhi aapne log ki smart phone ko access kar sakte hai apne computer me - matlab us phone ki sare details aapne haat par lena chate hai to wo bhi kar sakte hai, wo kisse baat karte hai, kya kya message send karte hai sab kuch pata kar sakte hai.


 Aap pahle ye app ko install kare Google play store se, install ho jane ki baad app ko open kare. uske baad apna Email account ya google plus, Facebook, Twitter se account Sing up kare, ab aap jis account se sing up ki hai us account se login karna hai, uske liye  aapna computer web browser me jaye aur Web.airdroid.com ye likh ke fir search kare-- aisi ek Airdroid web page open hogi, uha par aap jo account se mobile me sing up ki hai us account se web browser me login kare, login karne ki baad aap apna android phone ki puri control kar sakte hai computer se.

Note-  Mobile aur computer dono device ko interne se connect rakhne hogi nehi to kaam nehi karegi. 

Aap chahe to is process se kai dusre ki mobile ki puri access aapna computer me le sakte hai, ye same process se.

Pou  -  ye android app bahut hi ek popular app hai, ye apps ki madat se aap bahut sare game khel sakte hai, ye bache ke liye ek best android app hai, aap bhi ek bar try kar sakte hai, aapko bhi pasand aayegi ye android app.


JuiceDefender -  ye aap ke kaam hai smart phone ka battery save karna, aapki smat phone me battery problem hai to ye aap ka istamal kar sakte hai, iska mb jyada nehi hai, aap just ek bar aapne phone me install karke check kare, uske baad aapko pata chal jayegi ye kitne kaam ki hai.


Parallel Space Multi Account -  Dosto ye app aapke liye jyada helpfull ho sakte hai, ye app ki madat se aap kai bhi application ko double use kar sakte hai, jaise aap ek hi phone me 2 whats App, 2 Facebook ,2 Google chrome, We Chat, jo bhi application hai wo dono use kar sakte hai, iske liye aapko just ek hi kaam karne hai . wo hai--- pehle aap ye aap ko install kare play store se uske baad settings option par jaye aur Auto Create Shortcut For ye option ko on kare, uske bad aap home screen par wapas aaye, ab aap just ye app ki home page par jo + button hai uha par click kare, bad me aap ko bhi application ko 1 se 2 karna chahte hai wo kare.


Mobizen Screen Recorder - ye aaps ki madat se aap apna smart phone ki screen record kar sakte hai, jiske paas youtube channal hai uske liye ye android apps bahut hi important hai.

Ye bhi jane

Bigo Live apps ki bare me jane

Facebook ki puri details 

Mobile se kaise jane bank ki balance 

Dosto mere umid hai ye best 5 android app aapke kam aayegi, aur bhi naya naya android app aur bhi others jankari pana chahte hai to ye site se hamesha jude rahe, aur jo bhi article aapko pasand aaye wo apne dosto ke saat share jarur kare.




EmoticonEmoticon