Hepatitis B kya hai aur iska lakshan kya hai ye sawal aaj bhi bahut sare logo ke beez hai, is liye is article me hepatitis B ke bare me puri jankari yani ki guidelines dene ki kosis karunga, ek insan ko kuch saalo ki jindegi me kai bimari ka samna karne padte hai,is dunina me hajaro bimari hai jo har time attack karne ki kosis karte hai, just mouka mile ka intejar me rahete hai, ye hajaro bimari se kuch aisi bimari hai jo hamare sab ke liye khatra ban jate hai, Hepatitis B bhi ek aisi khatarnak bimari hai jo kisi insan ke sharir ke aandar ek bar puri tare se fail jaye to uska mout bhi ho sakte hai, to ab chale hepatitis B ke bare me details se jane.
Hepatitis kya hai
Hepatitis B ek pakar ki virus hai, jab kai insan ko attack karte hai ye virus tab us insan ki liver ko direct attack karte hai, kabhi kabhi is bimari ki kai lakshan pahle pata nehi chalte hai, aur kabhi kabhi ye bimari bahut teji se badh jate hai,ye ( infection) sankraman jab pahle pata chate hai usko Acute Hepatitis B name se mana jate hai, aur ye bimari kafi time se hai to usko Chronic Hepatitis B name se jana jate hai, is bimari jis insan ko hote hai us insan ki blood aur uska sharir ki othares ki jo ras hai uha se bhi kai dusre insan ko ho sakte hai - jaise
Ek hepatitis B effected insan ki blood kai dusre insan ki sharir me jaye to wo bhi hepatitis B ka shikar ho sakte hai, hepatitis B ka patient kisi se sex kare to usko bhi ye virus attack karte hai.
Kai aurat hepatitis B ka bimari ki shikar hai to us aurat jab pegnat hogi yani kai bacche ko janam degi wo baby bhi is bimari ki shikar hogi.
Hepatitis B -Bimari ka (Symptoms)Lakshan
1- Peshab (urine) ka rang peela hona- kabhi kabhi jada garmi ki karan peshab ki rang jada peela ho jate hai, kabhi kabhi kai bimari ka medicine khane se bhi peshab jada peela hote hai, lekin iska elaba peshab peela huye to kuch to problem hai, kyu ki ye hepatitis B hone ka lakshan hai.
2- Peshab yani urine ka rang (dark color) peela ho jana uske saat kabhi kabhi halke bukhar bhi aayenge fir aapne aap chale jayenge, nausea yani jee michalaana aisi hote hai kuch din to samaj lena chahiye kuch to problem hai, kyu ki ye bhi Hepatitis B ki aur ek lakshan hai.
3- Kai insan ki skin aur aankhe jab peela rang ka ho jate hai - aisi lakshan bhi hepatitis B ka hai. hepatitis B virus actually jab kisi insan ki sharir me fail jate hai to pahle pahle wo insan kuch samaj hi nehi pate ki uska sharir ke aander ye virus ghus gaye hai.
Hepatitis B ka Ilaj Kya Hai
Hepatitis B ka bamari ki kuch gharelu nuskhe hai, lekin mai suggest karunga ki upar diye huye kuch lakshan dekha jaye to turant kai achhi Doctor ke saat contact kare. kyu ki ye hepatitis B virus jab attack karte hai tab kisi ko pata nehi chalte hai, aur jab pata chate hai tab ye gharelu nuskhe aapnaye aur kai kaam na aaye to jada time nikal jayegi, tab hepatitis B last stage yani Chronic Hepatitis B ki rup le lete hai, tab liver cancer hone ki chance jada ho jate hai, is liye upar diye huye kuch lakshan najar aaye to turant kai achhi doctor se contact karna hi behtar hai, ab aapka marji.
Note -- Is time ye bimari teji se badh rahe hai, aur hepatitis B ka virus kai bhi insan ke aandar ho sakte hai, wo ek ladka ho ya ladki ho,is liye jab naya naya kai shadi ki baat hogi tab dono couple hi hepatitis B ka test karwaye, kyu ki ye jo naya jodi hai usme se kai ek ki sharir me ye virus hai to uska partner ko bhi ye virus attack karte hai, jab ye jodi ka kai baby hogi wo baby bhi is virus ki shikar hogi,is liye shadi se pahle ladka aur ladki dono ka hepatitis B test karna chahiye.
Age And Affected
Hepatitis B affected hone ki jada chance 19 se 60 saal ke aandar, aur India me har saal me 1 million yani 10 lakh is bimari ka shikar ho rahe hai.
Hepatitis B Vaccine - Teeka- 3 Dose
Hepatitis B ka Vaccine yani teeka 3 dose ki hote hai, ye 3 dose teeka lene se is bimari se chutkara mil sakte hai, is liye India Government ye teeka muft me dete hai har baby ke liye.
Hepatitis B Vaccine - Ek Baby Ko Dene Ka Time
Hepatitis B ka vaccine(teeka ) jab kai baby mata ki pet se janam lete hai turant hi ye vaccine ka pahle dose yani teeka de dena chahiye - 24 hours ki aandar, dusre dose yani 2 no teeka jab baby ka 1 month old yani 1 mahine hai tab lena padte hai, aur 3 no teeka jab baby 6 month ki hogi tab lena chahiye.
Also Read
Sugar-Diabetes Ka Karan- Iska Lakshan Rur Control Kaise Kare
Gora kaise bane
Hepatitis B kya hai aur iska lakshan bhi kya hai ye sab sawal ki jabab sayed aapko mil gaye hai upar diye huye guidelines se, hepatitis B ke bare me aap jaan gaye hai to aapne dosto ko bhi ye jankari share kare, kyu ki aapki share se aapki dost bhi ye jankari jaan payenge.
----

EmoticonEmoticon