Social side effect on mental health -social media iss time kitne popular hai wo batein hum sab jante hai, lekin ye social media ki baja se ek insan kitne mental pressure me padte hai wo khud samaj nehi sakte hai,ye sab social media ke baja se kitne sare family me problem hai uska aandaja bhi nehi kar sakte hai, fir bhi hum sab ye social media se aalag nehi ho paye kyu? kyuki social midia ek nasha ki tara kaam karte hai aur ye nasha lagane wale kai insan hi hai, chale details me jante hai social side effects on mental health ke bare me.
Social Media Side Effects On Mental Health
Pahle jab kai insan social site par account open karte hai to wo kai na kai plan karke hi ek account open karte hai, jaise kai log naya naya friends banane ke liye account open karte hai, kai log khud ko social Celebrity banna chate hai is liye account open karte hai, kai log hobby se ya aapne bare me batane ke liye ek social account open karte hai, kai log to ek se jada account bhi open karte hai, jaise ek Facebook account, ek Google plus account, ek Instagram account, ek Pinterest account, aur bhi jo social account hai, ye jada se jada account open karna hi mental pressure ka pehle step hai.
Jab 4 se 5 account ban jaye to sab se pehle jada se jada friends banane ki kosis karna, jo bhi friend list me hai usko friend request send kar dena, konsi account me jada friends bane wo dekhna, ye sab karte karte jada se jada time social media par hi chale jate hai, aur ye social addicted hone ka lakshan hai, jo aage jakar mental health ki upar effect pad sakte hai.
Jab sare social account par bahut sare friends ban gaye hai tab jis plan se account banaye hai ohi kaam start kar dete hai, jaise kisi ke share karne ki plan hai to wo share karne me lag jate hai, aur hamesa ahi kosis karte hai ki aisi kuch share karna hai jis par jada se jada like mile aur comment mile, aur ye kosis wo hamesa karte hi rahete hai daru ke nasha ki tara, jiske karan uske mental pressure badh jate hai. uske baad dhire dhire mental health ki upar effect padte hai.
Isi tare 6 month chalte rahe to dhire dhire aap ya jo bhi log hai wo social media addicted ho chuki hai wo samaj lena chahiye, ab iske effect har jaghe par padne wale hai, jaise kai study kar rahe to uska study par effect padegi,jo housewife hai uska ghar ki kaam time par nehi hogi,saat me kai baby hai to uske liye time nehi de payenge,aapne pati ke saat jada time nehi de payenge, aisi kuch lakshan aa jayegi. jo aage jakar khate ban sakte hai.
Iss time sabhi log social media par active rahete hai,jo naukri karte hai wo bhi,jo business karte hai wo bhi,jo student hai wo bhi, jo retired person hai wo bhi, dekha jaye to sabhi umar ki log is time active rahete hai,lekin jada se jada time social media par dene ka matlab problem hi problem hai.ye bate sabhi ko pehle hi samaj lena chahiye, nehi to aage jakar mental health ki upar effect padegi.
Aisi time aayegi jab ye social media se nikal nehi payenge, aur ek time aisi aayegi jada like jada comment aur jada like aur jada comment pane ke liye aisi kuch photo ya personal bate share karegi, aur jada se jada time social media par degi, fir ek din wo bimar ho jayegi, wo mental ki bimari ho sakte hai ya others kai bhi bimari ho sakte hai,
upar diye huye baato ko kai just story samaj kar bhul jaye to kai baat nehi hai,lekin ye baat hajaro sach hai,lekin kya kare social media use karne hi hai nehi to aap pichhe rahe jayogi, to chale kuch tips share karte hai social media use karne ke bare me, umid hai ye tips follow karke aap mental pressure se bach sakte hai.
Social media par jo plan karke account open ki hai us plan se hi aage badhe, lekin kai fixd time chune aur wo time aap totally free hai aisi time chune, jada time na rukhe 10 mit se 15 mit tak hi rukhe, is time me aap jo bhi karna chate hai wo kaam puri kare jaise kuch share karne chate hai to, 24 ghante me jada se jada 2 time hi social media se jude rahe wo bhi jab totally free time mile.
Aur ho sake to 1 ya 2 se jada social site se jude na rahe, ab aapki marji - kyuki aapki life aap jaise chahe, aur ek baat aap social media par active rahete hai to niche kuch important batein hai jo apke liye faydeman saabit ho sakte hai, aap social media par suruksit rahene chate hai to ---.
Important Talk
Dekha jaye to jada se jada log socail media par subha se sum tak kuch na kuch share karte hi rahete hai, jaise aaj kaha jane wale hai,kya kya khana khaye,kiske saat baat ki hai aisi bahut sare topic lekar share karte hai, just kuch like pane ke liye, aisi bhi kuch log hai jo aapne personal jankari bhi share karte hai, lekin kuch jankari hai jo share karne se kai bhi insan ke liye khatre ban sakte hai, to chale jante hai kya kya jankari jo share karne se khatre ho sakte hai.
Password ---- yes - social media par kabhi kabhi kuch closd friends ban jate hai, fir aap aapne personal password share kar dete hai, kabhi bhi aisi galti na kare.
Ghar ki address - Social media par kabhi bhi kisi friends ke saat aapne ghar ki sahi address share na kare, kyiki kai bhi insan ko aankh bandh karke viswas nehi karna chahiye.
Ye bhi jane
Selfie addict - selfie ke side effect
Personal picture - dekha jaye to ye galti sabse jada log karte hai, personal picture social media par upload karte hai, is time technology bahut hi aage badh chuke hai, aur is technology ke madat se kai bhi picture ko kuch hi minto me ek aalag picture me badlaye ja sakte hai, is liye soch samaj kar hi kai personal picture social media par upload karne chahiye.
Date of Birth - yes- kabhi bhi aapne original Date of Birth kisi social media par share na kare.
Aapki location - yes- aap aapke location bhi kisi ke saat share na kare.
Social Media addiction ---- Social media side effects on mental health.
--

EmoticonEmoticon