Health tips- tamatar khane ke fayde in hindi

Health tips-tamatar khane ke faide ke baat kare to health ke bahut sare fayde ki baat aa jate hai, yes tamatar me aisi kuch gun hai jo khane se  hamare health ke liye fayde hi fayde hai, jaise jada tamatar khane se skin oily rahete hai, sarir se thakawat dur ho jate hai,aankho ke roshni badh jate hai, wazan jada hai to wo kami ho jate hai, aur bhi kai gun hai jo is article me details me hai, to aaghe badhe aur jane tamatar khane ki fayde ke bare me.

health tips in hindi,


Tamatar khane ke fayde

Dekha jaye to 189 gm tamatar me 38% vitamin C - 30% vitamin A - 18% vitamin K aur 13% potassium 12%  magnesium  rahete hai, aur bhi kuch vitamin hai jaise vitamin E, Iron, to ab aap samaj gaye hai tamatar khane se kya kya fayde ho sakte hai.



1 - Thakawat  dur karte hai-- yes tamatar thakawat dur karne me kaam aate hai, tamator me beta carotene hai jo vitamin A ki rup me kaam karte hai, aur ye vitamin A hamare sarir ko sada suruksit rakhne me support karte hai, sarir suroksit hai to thakawat bhi aapne aap khatam ho jate hai, is liye thakawat dur karne chate hai to daily tamatar khaye.

 2 - Cancer ka bimari -- Tamatar me  Lycopene name ke ek avayav hai, licopene ek carotenoid hai, jo Anti oxidant ki kaam karte hai, aur ye cancer ke khatre ko kam kar dete hai.



  3 - Blood sugar cotrol -  Tamatar  khane se blood sugar bhi control me rahete hai, kyuki tamatar me jada vitamin C hai, jiske karan tamatar khane se  blood sugar control me rahete hai.

4 - Baalo Ke liye fayde -- daily tamatar khane se baal bhi healthy rahete hai, tamatar me paye gaye kuch vitamin jo baalo ke liye bahut hi fayde hai.

Health tips in hindi,

5 -Skin ke liye fayde -- Tamatar daily khane se skin bhi oily rahete hai, kyuki tamatar me jo lycopene hai wo skin ko oily banane me madat karte hai. 


6 - wazan kam karte hai -- lycopene ke baja se hi tamatar ki rang read hota hai. aur ye lycopene wazan kam karne me bhi support karte hai. aapke sarir ke wazan jada hai to daily tamatar khaye.


7 - Aankho ki roshini ke liye fayde-- tamator khane se aankho ka roshni bhi badh jate hai, kyuki tamatar me vitamin A hai, aur ye vitamin A ke waja se aankho ke roshni badh jate hai.

Ye bhi jane

Hepatitis kya hai aur iska lakshan

Kaise gora bane jankari hindi me

8 - Pregnancy me fayde -  Pregnancy me tamatar sevan karne se bahut hi faydeman sabit ho sakte hai, kyuki tamatar ke aader adhik martra me Vitamin C  majut hai, jo ek garbhvati aurat ke liye bahut hi jarurt hote hai.

Health tips in hindi,

Daily tamatar khane se etne sare fayde pa sakte hai, dekha jaye to har log tamatar kam ya jada sevan karte hai, lekin daily sevan nehi karte hai, iske liye tamatar ke fayde nehi utha sakte hai, is liye ho sake to kam ya jada daily tamatar khaye.
--   


EmoticonEmoticon