Zarurat Se Jyada Kabhi Kisi Par Bhorosa Mat Karo - Kyu?

Zarurat se jyada kabhi kisi par bhorosa mat karo, aisi batein sunke aapke maan me kai sawal aa rahe hai, jaise -kyu bhrosa na kare, kis liye biswas na kare, kisi na kisi ko to biswas karna hi chahiye, aisi bahut sare sawal aa jate hai, lekin dosto kya kare aaj ke jamana hi aisi ho gaye hai - kisi insan ke upar bhrosa karne se pahle 1000 bar sochna padte hai, chaliye is topic ke lekar kuch batein bataye, uske baad aap khud samaj jayogi is time logo ki upar jyada biswas kyu karne nehi chahiye.

Zarurat Se Jyada Kisi Par Bhorosa Mat Karo,

 Kabhi Kisi Par Jyada Bhorosa Mat Karo

Social Media - Is time social media par lakho corer log active rahate hai,lekin sabse bada sawal ye hai ki -- social media par jo account open hota hai wo kai na kai insan hi open karte hai, aur ye lakho logo ka kai na kai maksad jarur rahate hai, wo achi bhi ho sakte hai bude bhi ho sakte hai, lekin dekha jaye to 80% log fake account open karte hai, kyu karte hai ye sab fake account, kyuki uska maksad hi kuch bude kaam karne ka, ab aap khud hi sochiye kisi par bhorosa karna kitne safe hai aapke liye.


Paise - Bengli me ek kahabat hai -- paise kisi ke paas haste haste jate hai,lekin rote rote wapas aate hai, ye baat is liye kaha - app kabhi bhi paise ke mamle me kisi par bhorosa na kare, jaise aapke kai acche dost aap se kuch paise udhar chahein aap turant usko paise udhar de diye, aisi na kare pahle kai bar ache se sochiye uske baad hi kai fasla le,kyuki jyada biswas kabhi kabhi khatarnak sabit bhi ho sakte hai.


 Naukri - Naukri ke liye kai log paise mangte hai uske baad aapko biswas dilate hai aapke kaam ho jayegi, aisi batein pe bhorosa karne se phale hajaro bar soche, fir aage jakar kai kadam uthaye. kyu ki black head ko kabhi jyada biswas nehi karna chahiye. jyada bhorosa karne se log dhoka hi dete hai.


Insan - Insan ka sabse bade dusman ek insan hi hai, dekha jaye to aapne karibi log hi sabse bade dusman hote hai,lekin aap sanaj nehi pate kon hai wo dusman,kyuki is tare ke log aapke saat aisi harkat karegi aap samaj hi nehi payogi wo aapke saat kuch galat kar sakte hai, is liye sabse bahatar ye hai aap kisi ko jarurat se jyada bhorosa na kare.


Dosti ya pyar - Is time dosti ya pyar ek dekhaba hai, jab aapke paas paise honge bade ek bunglow honge,ek se jyada car honge tab aapke paas dost ka kami nehi honge,aur pyar ki batein hai to wo naya naya mil jayegi, lekin ye sab aap se pyar nehi karte hai,aapke paise se pyar karte hai, jitne din aapke paas paise hai ye sab dost aur pyar hai, jis din aapke paas paise kam hogi us din ye sab dost ya pyar gayeb ho jayegi, kyuki is time sacha pyar aur sacha dost pana aur chand ko pana ek jaise ho gaye hai, sacha dost nasib walo ke hi milte hai,aagar aapko kai sacha dost mil jaye to aap khud ko ek nasib wale hi samjhe.

Ye bhi jane

Selfie ke side effect jane hindi me


Kuch din pahle news me ek khabar aaye 2 ladka just 150 rupee ke liye uska hi ek dosto ko is duniya se bahar kar di hai, ab aap sochiye kya jamana aa gaye hai, is liye kisi par bhorosa kare lekin jarurat se jada kabhi kisi par biswas na kare. kyuki zindagi gujarne ke liye kai na kai logo ko biswas ya bhorosa karna hi hoga,lekin aankh bandh karke biswas kabhi nehi.


Bude Samay - Aapko jab bude samay aayegi tab aap samaj payogi kon sachha dost hai aur kon fake hai, aap jis dost par jada bhorosa karte hai dekha jaye to wo sabse pahle dur bhagte hai, aisi paristit sab ke saat nehi hote hai,lekin hote hai- aagar aisi paristit aapke saat huye to - is liye sabse bahatar ye hai kisi par jyada bhorosa na karna.


Zarurat se jyada kisi par bhorosa karogi to aapko ek na ek din jada bhorosa ke mooly chukane hi hogi, wo kai aachhe kaam ke liye ho sakte hai aur bude kaam ke liye bhi ho sakte hai, is liye dosti kare ya pyar kare lekin jyada bhorosa kisi par bhi na kare, kyuki jiske saat dosti ya pyar karogi aagar wo aapko dhoka de to aap shehan nehi kar payogi.

-- 


EmoticonEmoticon