Stress yani tanav jiske shikar iss time jyada se jyada log hai, sabse chonka dene ke baat ye hai ki - iss time jyada se jyada se bachhe bhi tanav ke shikar ho rahe hai, kis liye jyada log ye tanav ke shikar ho rahe hai, actualy bahut si karan hai jiske waja se is time jyada log tanav ke shikar ho rahe hai, to chaliye jante hai kis kis wajase tanav ke shikar ho rahe hai aur ye tanav ko kaise dur bhi kar sakte yani kukti pa sakte hai.
Tanav Kya Hai
Tanav yani stress ek type ke pressure hai jo har insan ke beez me rahete hai, kisi ke aandar kam hai aur kisi ke aandar jyada hai,wo ghar ki pressure ho sakte ya office ke pressure ho sakte hai, aur jo bachhe hai usko bhi pressure rahate hai padhai ke lekar, jab mental pressure,tension jyada se jyada kisi ke aandar aa jate hai tab jakar ek insan tanav ke shikar ho jate hai, fir wo dhire dhire depression me chale jate hai.
Tanav Ke Karan
Jyada pressure hi tanav ke main karan hai, aur ye jyada pressure iss time har insan le rahe hai. jaise----
1 - Mann pasand ke naukri na pane ki waja se, ya kai achhi naukari kho jane ke dar se log tanav ke shikar ho rahe hai. iss time tanav ke shikar hone ki ye ek karan hai.
2- Bachho ke aandar tanav aane ki sabse bade waja hai padhai ki pressure, kyuki uske upar ghar ka pressure hote hai class me first hona chahiye ya achhi marks hona chahiye, aisi pressure har bachhe ke aandar rahate hai, jiske waja se us bachhe ke aandar jyada pressure aa jate hai aur baad me wo tanav ke shikar hote hai.
3 - Iss time tanav aane ke sabse bade waja hai illegal relation, yes ye illegal relation iss time jyada badh gaye hai, aur iske waja se bahut sare log tanav ke shikar ho rahe hai.
4- Tanav ke shikar hone ki aur ek bade waja hote hai love yani pyar me, yes jo kisi ko jaan se bhi jyada paar karte hai aur wo baad me tut jaye to log tanav jani stress ke shikar ho jate hai.
5 - Tanav ke shikar hone ki aur bhi bahut sare karan hai jaise kai accident ki waja se ho sakte hai, family me problem ke waja se, kabhi kabhi kai achhi kaam ke waja se bhi kuch log tanav ke shikar hote hai, dekha jaye to hajaro karan hai jiske waja se log tanav ke shikar ho jate hai. eha par just kuch main point hai jiske waja se jyada log tanv ke shikar ho rahe hai.
Tanav Ke Lakshan
1 - Tanav ke pehla lakshan ye hai - aapke aandar change aana, aap mahesus kare pahle aap kitne khush thi,lekin aaj wo sab kuch gayeb ho gaye hai, aagar aisi mahesus kar rahe hai to ye tanav ke lakshan hi samjhe.
2 - Din me kaam karne ki baad raat me jab neend me jate the tab turant hi aankh me neend aa jaya karte thi, lekin ab raat bhar neend hi nehi aati hai, aagar aisi situation chalte rahe to aap samaj lena ye tanav ke lakshan hai.
3- Aagar aapko physical relation se kai mann nehi lagte hai aur aisi situation yani paristit jyada time se chal rahe hai to ye bhi tanav ke lakshan hai.
Ye bhi Jane
Life me success kaise paye
Sapne dekhe bade bade aur kuch important batein bhi yaad rakhe
Tanav Ko Door Kaise Kare
Aagar aap tanav ke shikar ho aur ye stress yani tanav ko door karne chahte hai to kuch main point par dhan dena chahiye, aagar aap tanav ko door karna chahte hai to, jaise---
1 - Negative thought se bahar aaye jyada se jyada prerogative thought yani achhi soch le aaye.
2 - Tanav ko door karne ke liye pay day physical exercise kare,jaise Yoga kare, har subha kai park ya raste me morning work kare yani kuch time ke liye ghum ke aaye, tanav ko door karne ke liye.
4 - tanav ko door karne ke liye aapke favorite song jo hai wo sun sakte hai, har week me aapke favorite film dekhe, aisi karne se stress yani tanav door ho jate hai.
3 - Tanav ko door karne chahte hai to aap Counselling & Psychotherapy ka help le sakte hai, Iss time har jagha me Counselling & Psychotherapy ke center hai, aap online par search karogi to bahut sare aisi center mil jayegi.
4- Aagar Counselling & Psychotherapy se kai kaam na aaye to aap ek achhi doctor ke saat contact kar sakte hai.
Aaj se kuch saal pahle ye pressure, stress yani tanav,depression etna jyada nehi thi,lekin iss time har umar ke log iske shikar hai,aur iske sabse bade waja hai insan zindagi me har khushi pana chahte hai, jaise jyada paise,ek bade house,ek achhi naukri, ek achhi jeevan sathi,ek achhi family, aisi jo bhi hai iss duniya me sab kuch pana chahte hai, har khushi sabko nehi milte hai.
---

EmoticonEmoticon