Computer Ya Laptop Me Software Install Aur Uninstall Kaise Kare

Dosto iss article me computer ya laptop me software kaise install kare aur kaise software uninstall kare uske bare me jaankari dene wale hu, iss time world me bahut sare internet user hai jo just smart phone use karte hai, aagar aap pc ya laptop chalane me new hai aur ek naya computer ya laptap kharidne chahte hai ya abhi abhi kharida hai to ye jankari aapke liye helpful sabit ho sakte hai, to chaliye jante hai kaise software install aur uninstall karte hai .

Computer,software,install,uninstall,


Software Kaise Install Kare

Aagar aap naya naya computer ya laptop kharide hai to aapko software yani program kaise install karte hai wo janna aapke liye bahut hi jaruri hai,kyuki aap jo bhi kaam karne chahte hai uske liye software ke jarurat hogi jaise-- aap google chrome browser use karne chahte hai to aaapko ye software install karne hogi aapke computer me,aagar aap video edit karne chate hai to kai video editing software install karne hogi.


Aap kai bhi kaam kare computer me uske liye software yani kai program ke bina aap nehi kar payogi,is liye software kaise install karte hai wo janna bahut hi jarurat hai. aap Software Install is link par click karke ye jankari papt kare.


Software Kaise Uninstall Kare

Software install karne me kabhi kabhi jyada time laag jate hai lekin software uninstall karne me jyada time nehi laagte hai, aap chahe to kuch hi minto me kai bhi software yani program ko uninstall kar sakte hai, software uninstall karne ke liye aapko just kuch step follow karne hai.


Ye bhi jane

Google chrome extension kya hai aur kaise browser me add kare

WiFi password kaise pata kare pc ya laptop se 


Sabse pahle aap aapke computer ke home screen par jaye uske baad No-1 Start button par click kare,click karte hi ek windrow open hogi uha se aap No -2 Control panel par click kare, niche screenshot follow kare.

Computer,laptop,software,


Control panel par click karte hi aur ek naya page open hogi uha se aap Uninstall a program par click kare, niche screenshot follow kare.

Computer,software,install,uninstall,

Unistall a program par click karte hi aur ek naya windrow open hogi,niche screenshot dekhe is pakar ke ek windrow open hogi,ab aap jis software yani program ko Uninstall karna chahte hai us par click karke select kare,uske baad us program ki upar mouse se right click kare, mouse se right click karte hi uninstall ke option dekh payogi, ab aap uninstall par click kare.

Computer,laptop,software,

Dosto uninstall par click karne ke baad kuch software direct uninstall ho jate hai aur kuch software direct uninstall nehi hote hai, uske badle ke new windrow open hote hai, us new windrow me Yes aur No ye 2 option hai uha se aapko Yes par click karne hai, Yes option par click karne ke baad software uninstall ho jate hai.


 Ye simple sa kaam - computer ya laptop me software kaise install aur uninstall kare wo aap jaan gaye hai, ye ek simple kaam hai lekin ye janna bhi jaruri hai - aap pc ya laptop user hai to.

--


EmoticonEmoticon