Health care tips- world me har insan ek swasth jeevan yani ek accha health chahte hai,lekin dekha jaye to ye vastav me ye nehi hote hai,kyu nehi hote hai?kyuki swasth jeevan pane ke liye jo niyamo ka palan karna chahye wo hum nehi karte hai, aagar aap niche diye huye kuch daily routine health tips follow kare to aap hamesha achha healthy ke saat jeevan jee sakte hai, to chaliye jante hai kya tips follow karna chahiye swasth jeevan pane ke liye.
10 Health Care Tips-Daily Routine Health Tips
Iss time jyada se jyada log just paise ke pichhe vaag rahe hai, daily time par khana nehi khate hai,par day sleep cycle complete nehi karte hai, aur bhi bahut sare galtya karte hai log daily basis, aur ye sab galtio ke waja se hamare health par negative asar padte hai, aagar aap niche diye huye daily routine tips follow kare to aap achha health ke saat jee sakte hai hai.
1 - Naand ke Time Fixed Kare -
Raat me jitne jaldi ho sake neend lene ke kosis kare, aur morning me jitne jaldi ho sake uth jaye, kyuki morning me jaldi uthne se health aur life dono ke liye increment yani fayde hote hai.
2 - Daily Morning Walk Kare -
Daily morning walk karne se body fresh ho jate hai,uske saat hamari mind bhi fresh ho jate hai.
3 - Daily Exercise kare -
Subha ya sum kai bhi ek fixed time par pay day exercise kare kam se kam 30 mit tak, aap chahe to kai yogshala me jakar yoga kare.
4 - Daily khali pet me paani piye -
Daily subha khali pet me jitne ho sake pani piye,kyuki ek insan ko par day 4 liters paani ke jaurat hote hai. subha tea ya coffe pine se pahle kam se kam ek biscuit khaye uske baad tea ya coffe piye.
5 -Daily Morning Breakfast Kare Fixed Time Par -
Daily morning me breakfast karna bahut hi jaruri hai,aur breakfast ek fixed time par hi karne chahiye,breakfast karne ke best time 8.30 am - 9.00 am hai, aap pay day is time ke aandar breakfast complete kare.
6 -Jyada Se Jyada Gharelu Khana Khaye -
Is time har insan jyada busy ho gaye hai iss liye ghar ke khana khane ke time hi nehi hote is liye jyada jyada se log bahar ke khana khate hai,lekin ye health ke liye accha nehi hai, aagar aap achhe health chahte hai to jitne ho sake gharelu khana khaye, aur hamesha simple khana hi khaye,jyada oil se banaye gaye kai bhi recipe ko avoid kare.
7 -Fixed Time Par Lunch Complete Kare -
Iss time har insan kai na kai kaam me busy rahate hai, aap bhi kai na kaam me har time busy hai,kaam jitne bhi ho lekin daily fixed time par lunch complete kare,lunch karne ke best time 12.30 pm- 1.30 pm hai, aap kosis kare is time ke aandar lunch puri karne ka, lunch me jyada se jyada gharelu khana khaye,aur jitne ho sake sabjiya khaye -- jyada oily khana na khaye.
8 - Fast Food Aur Cold Drinks Se Door Rahe -
Iss time daily fast food khana aur cold drinks peena har insan ke liye ek aadat ban gaye, kya aap bhi is aadat ke shikar hai,aagar hai to iss aadat se bahar hone ki kosis kare,kyuki ye 2 cheez health ke liye achha nehi hai, is time jyada log fatty ho rahe hai iss 2 cheezo ke wajase, is liye jitne ho sake isse door rahe.
9 - Daily Dinner Kare Fixed Time Par--
Breakfast,lunch aur dinner par day fixed time karna hi health ke liye bahtar hai, is liye dinner bhi complete kare ek fixed time par,aur dinner menu me halke khana hi khaye, Roti sab se best hai,dinner ke liye sahi time hai 9.00 pm -- 10.00 pm hai.
10- Daily Sleep Cycle Complete Kare -
Daily sleep cycle complete kare matlab neend puri kare, daily 8 se 9 hours tak neend lena jaruri hai, iss liye aap bhi ye time tak sleep cycle complete kare.
Ye bhi jane
Stress - Tanav ko door kaise kare tips in hindi
Neend ko bhagane ya kam karne ke tarike in hindi
Aagar aap upar diye huye 10 health care tips ko follow kare to aap zindagi bhar swasth jeevan jee sakte hai, dekha jaye to ek insan ke liye ye daily routine health tips follow karna bahut hi kathin hai lekin na mumkin nehi hai, aagar insan kosis kare to kai bhi routine follow kar sakte hai.

--
EmoticonEmoticon