Business konsa kare - ye ek bade sawal hai,aur ye sawal jiske mann me aate hai ohi log business kar sakte hai, kuyki business karne ke liye sabse pahle ya janna bahuti jarurat hai konsa business karne se jyada fayde hai,aur ek achhe business plan ke bhi jarurat hote hai,aap iss article ko padh rahe hai to aap business me interested hai,lekin kya businesss kare wo samaj nehi pa rahe hai, chaliye is article me konsa business kare aur kya plan ke saat aage badhe uske bare me kuch jankari papt kare.
Business Konsa Kare - Business Plan Tips
# Dosto aagar aapko business me interest hai to ye achhe baat hai,kyuki iss time government job ya pvt job jo bhi kahe ek achhe job pana aur chand ko haat me pana ek jaise ho gaye hai, is liye aap business me interest rekhte hai to aap achhe plan ke saat ja rahe ho, lekin sabse bada jo sawal pahle dimag me aate hai wo hai business kare to konsa business kare, aagar aap aisi (situation) paristhiti me hai to mai kosis karunga ye problem ko solve karne ka, aap just step by step is article ko follow kare.
# Dosto iss duniya me lakho business hai aur lakho lakho naya naya business start bhi ho rahe hai,lekin dukh ki baat ye hai ki just kuch hi log business me success ho rahe hai,iska sabse bada waja hai sahi plan ke saat business start na karna, aagar aap sahi plan ke saat business start kare to aapko jarur success milegi, just sahi plan ke saat aage badhna hai.
# Aagar aapke paas kai plan nehi hai to kya kare- sabse pahle aap sochiye konsa product par aapko jyada interest hai,wo kai electronic product ho sakte hai, kai food product ho sakte hai, kai garments product ho sakte hai, jo bhi product hai jisse aapko jyada interest hai us product ke related business start karne ka plan kare,uske baad ye paln kare product ko manufacturing karna hai ya just shop ya dukan me bechna hai, aagar aap kai product manufacturing karna chate hai to ---
# Pahle product ke bare me sare ke sare information papt kare. jaise-- product ke raw materials kaha par kam price me milte hai, machine kaha par milte hai, manufacturing process kya hai,aisi sare ke sare information papt kare, sare information pane ke liye internet par search kare, aapko sare information mil jayegi. uske baad aapne capital ke bare me sochiye,kyuki business karne ke liye kam ya jyada capital ke jaruri hai.
#Aagar aap kai shop ya dukan ke jariye kisi business karna chate hai to pahle aap aapna mann pasand ke product ke bare me information papt kare,jaise product ke wholesale market kaha par hai,ye product sell karke kitne profit hogi, product me kai problem aaye to change hogi ya nehi hogi, aisi jo sare information hai wo papt kare,uske baad ek achhe market dekh kar aapna business start kare.
# Aagar aapke paas jyada poonjee (capital) hai to aap aapne pasandita product lekar trading business start kar sakte hai,trading business ek marketing business ki tara hai, kai product ko wholesale market ya direct company se kharidke kai shop ya dukan me bechana hai.
Online Business Plan
# Aagar aapko internet se jude rahena pasand hai to aap online business start kar sakte hai, hajaro online business plan hai,lekin dosto online par kai business karne ke liye aapko internet ke bare me aur computer ya smart phone ke bare me achhe knowledge hona jaruri hai,nehi to aap online business nehi kar sakte,kyuki internet par jyada marketing related business hote hai.
# Aagar aapke pass jyada knowledge hai to video marketing(YouTube) karke kama sakte hai, content marketing karke kama sakte hai, affiliate marketing karke kama sakte hai,Email marketing karke kama sakte hai, aur bhi bahut sare online business hai,jo aap kar sakte hai, ye business kaise karte hai wo janne ke liye aap just google par- how to do email marketing,how to do content marketing, aisi likh kar search kare- sare jankari mil jayegi aapko.
Ye bhi jane
Kaise kare business facebook ke madat se jane hindi me
# Dosto jo product par aapko interest hai aur jyada se jyada knowledge hai us product ke related kai business kare to aap business me success pa sakte hai,actually jyada log kam poonjee (capital) me jyada profit hai konsi business me ye dhundne ke kosis karte hai, aap bhi aisa sochte hai to achhe baat hai, lekin aap us product ke bare me jyada nehi jante hai aur aapne pasandita kai product bhi nehi hai,aap just profit ke bare sochte huye ye business start ki hai to kya hoga- ye business me aap kai profit nehi kar payogi,aur ye business bhi jyada din nehi kar payogi.
Business Plan -Important Facts
Sabse important facts ye hai ki --jyada se jyada log aapne dost ya rishtedar kai business me success huye hai aur us business se achhe paise bhi kama rahe hai ye dekhne ke baad ohi same business start kar dete hai, ye bilkul galat fasla hai -This is a totally wrong decision, aagar aapke paas ye business ke bare me achhe knowledge hai to aap kar sakte hai,lekin just profit ke bare me sochte huye ye business na kare,ye galti karne se aap problem me pad sakte hai.
Business konsa kare -best business plan kaise jane, mere umid hai aapko konsa business karna chahiye aur kya kya plan ke saat aage badhana chahiye wo aapko pata chal gaye hai.
---

EmoticonEmoticon