Health solution- kai bhi insan hamesha healthy rahena chate hai, aap bhi chate hai hamesha healthy rahe, kya aap chate hai na? aagar aap hamesha healthy kaise rahe iska solution dhund rahe hai to iss article ko follow kar sakte hai,kyuki iss article me aisi kuch tips share karne ja rahe hai jiske jariye aap hamesha healthy rahe sakte hai, ye thorasa hard work hai lekin aap kosis karenge to hamesha healthy rahe sakte hai.
Health Solution-Hamesha Healthy Kaise Rahe
Iss time kam umar se lekar jyada umar tak sabhi ko health problem hai,aur iske main waja hai right guidelines follow na karna,kai bhi insan uska age jo bhi ho aagar par day kuch guidelines follow kare to hamesha healthy rahe sakte hai,lekin kya kare iss time har log jyada busy ho gaye hai aapne aapne kaam me, lekin aap hamesha healthy rakhne chate hai to niche diye huye kuch simple guidelines follow karne hi hogi - jaise-----
Wake Up In The Morning
Par day morning me neend se uthne ki kosis kare,iss time jyada se jyada log night 12.00 se 1.00 me sote hai aur morning me neend se nehi uth pate hai, kya aapko bhi aisi situation hai, aagar hai to ye life style change kare,aur abhi se par day morning me jitne jaldi ho sake uthne ki kosis kare.
Morning Walk
Pay day morning walk kare,kyuki morning walk karne sarir me ek josh aa jate hai,jiske jariye aap har din fresh rahe sakte hai, sarir me thakan bhi nehi aate hai.
Breakfast
Breakfast hamesha subha 8.30 -9.00 am ke aandar hi karne ke kosis kare,kuyki ye sabse best time hai breakfast karne ka, aur breakfast menu me niche picture me diye huye kai na kai ek item jarur rakhe.
Lunch Aur Dinner
Lunch aur dinner hamesha ek fixed time par hi kare, aaj ek time aur kaal aur ek time aisa na kare.
Exercise
Daily kam se kam 30.00 min yoga ya gym kare, yoga ya gym karne ke liye ek fixed time set kare, ye time subha me bhi set kar sakte hai, aap chahe to sum ko bhi kai time set kar sakte hai.
Sleep
Sleep yani neend sabse jaruri hai healthy rahene ke liye, lekin log isko sabe jyada ignore karte hai iss time,kyuki iss time log jyada paise kamane chate hai is liye jyada time kaam me busy rahate hai, lekin dosto hamesha healthy rahene ke liye 8 se 9 hours neend ke jarurat hoti hai, aap bhi ye time tak neend puri karne ki kosis kare.
---

Mental Pressure
hamara jeevan kuch pal ke liye hai,is liye jitne din jeena hai khusi se jeeye, pressure lene se kya fayda? fayde to kuch bhi nehi hai lekin health ke liye nuksan jarur hote hai, aagar aap hamesha healthy rahena chate hai to mental pressure se door hi rahe, sab bhagwan ke upar chho de,kyuki wo jo bhi karte hai achhe ke liye hi karte hai.
Ye bhi jane
Stress- Tanav ko door kaise kare
Health tips- Tamatar khane ke fayde jane hindi me

Dosto aagar aap upar diye huye tips ko follow kare to aap hamesha healthy rahe sakte hai, ye sare rules follow karna thora muskil hai lekin hamesha healthy rahene ke liye ye guidelines follow karna hi hoga aapko.
---
EmoticonEmoticon