3 Big Mistake Of Life - Jo Kabhi Nahi Karna Chahiye In Hindi

3 big mistake of life- haa dosto zindagi me hum sab ye 3 big mistake karte hai,jo kabhi nahi karna chahiye,kyuki ye mistake ke waja se life me dher sare problem ka samna karne padte hai, aagar hum ye 3 big mistake na kare to hum sab ek aachhe zindagi jee sakte hai,lekin ye 3 big mistake ko avoid karna bhi ek kathin kaam hai, jo har insan nehi kar pate,fir bhi hame kosis karne hogi isko avoid karne ki.chaliye jante hai kya hai wo 3 big mistake.

 Big,Mistake,Life, Hindi,

3 Big Mistake Of Life.

Bachpan se hum sab padhai karte hai,lekin kis liye padh rahe hai- padhne se fyade kya hai, wo hum sab nehi jante hai--just padhai karte hai,padhai karte hai mom dad ke pressure ki waja se,kyuki us time study karne se kya fayde hai,aache study karne se bade hokar kya ban sakta hai, iske bare me pata hi nahi chalta hai.


1st Mistake of life - Study.

Actually sabse bada mistake hum sab tab karte hai jab hamara 12th class complete ho jate hai,kyuki 12th class complete ho jane ke baad sabse bada decision lena padte hai- life me kya banna hai, isko lekar decision lena padte hai, aur sabse bada mistake iss time hi ho jata hai, jaise---

Mom dad kahate hai aap doctor bane ya engineer bane,lekin hum ye sab banna nahi chahte hai,fir bhi ghar se pressure rahete hai, is liye iss time hum sab decision nehi le pate kya karna chahiye.

 Big, Mistake Of Life,Study, Hindi,

Study karte waqt hamara bahut sare friends bhi ban jate hai, is liye kai bhi decision lene se pahle friends se puchte hai wo kya karne wale hai,kabhi kabhi aapna friends jo sector me jana chate hai us sector me jane ke liye tairar ho jate hai. kyuki hum us time sahi decision nehi le pate.

Ye jo pahla mistake hai isko hum avoid karke ek sahi decision le sakte hai aagar hum kosis kare to, sabko ye kosis karna hi chahiye -- kyuki ye hamari jindagi ka sawal hai,iha par thorasa mistake hamari zindagi aalag disha par ja sakte hai.



Sahi Fasla Ya Hai -- Hamesha Aapne Pasandida Kai Category Hi Select Kare.


 Second Mistake Of Life -- Source Of Income.

Life me second mistake jo hota hai wo source of income ko lekar, yes hum sab is jagha par bhi mistake karte hai,kyuki income karne ke liye hum sab jaldbaji karte hai, sahi kya hai aur galat kya hai ye sochte na huye jaha par jyada paise hai uha kaam karne ke liye tairar ho jate hai, kyuki hum sabko jyada paise kamane hai, ye jaldbaji karna hi sabse bada mistake hai,kyuki jaldbaji se hamesha nuksan hi hote hai,is liye ye mistake nahi karana chahiye.


Hame us category ka kai kaam ko choose karna hai jis kaam me hum jyada mahir hai, success der se aaye to bhi ye kaam se hi jude rahana chahiye. lekin dekha jaye to jyada se jyada log ye mistake karte hai zindagi me,jiske karan aage jakar usko pastana bhi padta hai.


Ho Sakhe To Ye Mistake Na Kare,Hamesha Sahi Disha Par Chale.

3 Big Mistake Of Life,Income,

Third Mistake Of Life -- Marriage.

Life me third mistake jo hum sab karte hai wo hai marriage, yes ye last mistake hai jo hum sab aapna life me karte hai,aur ye mistake ke wajah se kabhi kabhi hamari zindagi barbad ho jati hai.

3 Big Mistake Of Life,marriage,

Actually mere kahena ka matlab hai - soch samaj ke marriage na karna, shadi karne se pahle (aap ladka ya ladki jo bhi ho) soch samaj kar hi shadi karna chahiye,lekin dekha jaye to iss time hamare paas sochne ka time hi nehi hai, is liye bahut hi jaldbaji se naya rishte bana lete hai, aur iske natija kya ho rahe hai wo hum sab dekh bhi rahe hai, jaise---


Divorce hona is time aam baat ho gaye hai, kyu ho rahe hai itna sare divorce,kyuki hum log soch samaj kar kai decision nehi lete hai, just bahar se pasand aa jate hai - jaise dekhne me achhe hai, financial condition bhi achhe hai to rishte final ho jate hai, aisi decision lena hi sabse bada mistake hai, jo hum sab hamesha karte hai,ye mistake kabhi nahi karna chahiye.


Aagar ladka aur ladki me 70% attitude same na rahe to wo rishte hamasha tut hi jate hai,is liye shadi se pahle ye janna bahut hi jarui hai ki dono ka pasand aur na pasand kitne milte jhulte hai,uske baad hi ek naya rishte banana bahtar hai.

Also Read 

Kya Aap Confuse Ho? Jindagi Me Kya Kare Aur Kya Na Kare

Consultation

Mistake hamesha ek insan hi karte hai,baad me wo galti sudhar bhi lete hai,lekin ye 3 big mistake hai isko sudharne ke liye bahut time laag jate hai,aur ye galtiyo ke waja se ek acche khase zindagi barbad bhi ho jate hai, is liye zandagi me jo bhi kare lekin ye 3 mistake kabhi nahi karna chahiye,kyuki ye hamara zindagi ke sawal hai.
--


EmoticonEmoticon