PDF File Ko Edit Kaise Kare- Easy Method In Hindi

Dosto aagar aap pdf file ko kaise edit kare wo janna chate hai to aap iss article ko puri read kare, kyuki iss article ko read karne ki baad aap aasani se koi bhi pdf file ko edit kar payogi, ye ek easy method hai, to dosto chaliye dekhte hai kaise koi bhi pdf file ko edit kar sakte hai.

PDF File,Edit,Method,

Dosto koi bhi pdf file ko edit karne liye pahle aap  onlineocr iss website par jaye,uske baad select  file par click karke jo pdf file ko edit karna chate hai us file ko select kare apna pc ya laptop se.



Ab aap language select kare,uske baad Microsoft Word (docx) file select kare, last step me convert par click kare, niche screenshot follow kare.

PDF File, Edit, Kaise, method,Hindi,


Dosto convert par click karte hi kuch hi minto me pdf file se doc file me convert ho jayegi aur ek output file dekh payogi,niche screenshot follow kare iss pakar ki ek output file aap dekh payogi.

PDF File,Edit, Hindi,

Also Read

YouTube se Video ko MP3 Me Kaise download kare

Dosto ab aap iss file ko copy kare,uske baad apna pc ya laptop se Microsoft office word open karke uha par paste kare, ab aap aapne hisab se file ko edit kare uske baad file ko save kare.
--


EmoticonEmoticon