Forex Trading-- Fundamental--Technical Analysis kaise kare jankari hindi me part - 7


 Dosto forex Market me price High ya Low ye jankari ke liye aap ko market Analysis karna jaruri hai, qki aap market Analysis nehi kare to aap market ke bare me kyi jankari nehi payenge, aap jankari na pane ki karan market me kya halchal hai wo aap ko malum nehi honge, or uske karan aap ek trade karte hai to wo loss ho sakte hai, dosto sidhi baat ye hai ki aap kyi bhi trade open karne se pehle ek bar market Analysis jarur kare, isi se aap ko faide hai.



Forex, Analysis Technical


MARKET ANALYSIS



Market analysis aap ko tino tarike se karna hogi, tab aap ko puri tarase market ke bare me jankari milegi, uske baad aap ko sidhant lena hai ki is time me trade karna sahi hai ki nehi, market aachhi hai to trade open kare.



1-  Technical Analysis 

2-  Fundamental Analysis 

3-  Sentimental Analysis



Technical Analysis

Price high ya low janne ke liye aap ko

Technical Anayalisis karna hoga, ye Analasis karne ke liye aap ko trading price ki movement ko achhi se follow karne hogi, ek ye do din ho sake or bhi  pehle ka jo trading price hai usko follow karna hai, is ka follow karne ka matlab hai aap jab trade open karogi aap ko ye pata hogi ki ye price next time me kya movement lene wale hai.

Forex, Analysis, Technical, Fandamental


.

Aap ki jo metatrader hai uske aandar jo chat hai uha se aap pehle wale chat dekh payogi.ise technical analysis kehete hai. aap ko simple tarike se ek udaharan do to aap ko jaldi samaj payogi. aapne dekhi hoga  kyi log lottery khelte hai or jo log  par day khelte hai wo log pehle wale list ko follow karte hai  or jo number jada milte hai us number ki lottery kharid te hai wo number bhi ek na ek din mil jate hai.  isi tarike se aap bhi pehle wale chat ko follow karte rahe aap ko bhi knowledge jada ho jayegi . or aap aasani se ek aachi trade open kar payogi.ab aap ko jankari ho gaye hai hai Technical Analysis ke bare me.



Ab chale dekhte hai Fundamental Analysis kise kehete hai.



Forex Trading kaise kare part 1



   Fundamental Analysis  




Political , Social, Financial  ki upar jo analysis kiye jate hai use Fundamental Analysis kehete hai, aap ko ye dekha hai kon si county ka Political, Social, Financial position aachhi hai. jo county ka ye sab aachhi honge us county ka price value utni aachhi honge, to aap ko us county ki currency ko buy karne chahiye ,kyi ki wo currency next time me or jada hone ki chance bar jate hai, to aap jada profit kar sakte hai. aap kyi soche bina Trade open karte hai to aap ko Loss ho sakte ha.



Forex Trading part 2



Ek simple ki baat hai ki aap ko koch Foreign country ka news follow karna hai , or kuch news channel hai ye par just Forex ki bate hote hai. wo aap google par sarch kare ,Forex News channel,  Letest Forex news 
apko bahut sare site mil jaye gi uha par har country ki news mil jayegi aap ko. aap chahe to ye do site ko follow kar sakte hai , ye link par click kare.


  
  Forex news Fandamental or Technical 



 Ab ye link par click karne ki baad aap ko ek menu bar dekhai degi, uha se aap Daily option par click kare, click karte hi aap ko bahut sare news mil sakte hai.




Daily Analysis 



Ab chahe to or bhi site follow kar sakte hai , Internet par bahut site milegi.

Dosto Forex trading karne ke liye or bhi bahut kuch janne hogi aap ko, aap is site se jude  rahe Forex ki jankari pane ke liye, or bhi bahut jankari hai aap ke liye is site par wo bhi follow kare.

 



    DHANNYABAAD




EmoticonEmoticon