Hello dosto aaj hum or ek neya jaankari dena chate hai aap sab bhi ko, ham jante hai iske bare me bahut sare post hai , lekin ye itna aasan tarika hai jo aap khud bhi hairan ho jaye gi , aaj hum Logo Disign ke bare me baat karenge, hum jante hai bahut sare dost mobile se blogging karte hai.
Lekin uske paas computer nehi hote or Photoshop ki kaam bhi nehi aate, lekin ek aachhi Logo ki jarurat hote hai site ko aachhi look dene ke liye, ab aap ko parisani ki kyi jarurat nehi hai, aap mobile se kuch minto me ek aachhi Logo bana sakte hai, to chale jaan lete hai kaise bane Logo kuch minto me.
App blogspot se blogging karte hai to Click Here ye post bhi dekhe.
Dosto Logo banane ke liye pehle aapLogo design is site ko open kare or niche diye huye picture ko follow kare. thik is tara page open hogi.
Ab aap ko jo design pasand hai us par click kar ke select kare, click karte hi ek new page open hogi thik is tara, niche picture me dekhe.
Ab aap ko jo box najar aayegi 1 no option uha par click kare or aap jis naam se logo chate hai wo likhe, uske baad Done option par click kare, aap chahe to Width, Height 3 no option or size, Font ko bhi change kar sakte hai, done option par click karte hi aap ko ek Download ki pop up window open hogi is tara.
Baas aap us link par click karte hi aap ko logo Download ho jayegi, to aap ko maan pasand ki Logo mil gaye hai kitne aasani se.
Hamare ye jaankari aap ko kyi kaam aaye to mujhe bahut khusi hogi, or sach me kyi kaam aaye to ek comment jarur karna na vule.
EmoticonEmoticon