Forex trading karne ke liye money management kaise kare jane hindi me part 5


Dosto Forex trading ek aisi business hai jo samajne ke liye thora time lagte hai, leken ek bar aap puri tare se samaj liya hai to aapne samjho aap ko uparwale se ek bardan mil gaye hai. ek bar forex trading aachhi se samaj lene ki baad aap ko bahut sare tarike se income karne ka mouka mil jayegi.
Forex trading




jaise aap achhi trader ho to aap ke paas kyi log invest karega or usko profit huye to us profit se kuch aap ko hoga.


App khud online se income kar payogi hai din ek ghante nikal ke aap ki house par.

Aap jab achhi trader ban jayogi to kisi bhi company se achhi job bhi mil sakte hai or bhi bahut sare raste nikal jayegi.



Dosto ye post me hum money management ki bare me batane wale hai,Forex trading  karneke liye money management karna ek inprotent kaam hota hai, aachhi money management aap ko Loss hone se bacha sakte hai, aap ka capital zero nehi hoga, iske liye money management karna jaruri hai.



        money management karneka kuch tarika 

  

1 - ham man lete hai demo trade karte hhai,Ab aapne soch hai aasli trade karne ka. Lekin aap ko ye  samaj me nehi aaye ki phle kitne dollar invest karna thik hoga. hamare bat manle to phle aap 100 Dollar invest kare.App chahe to 50$  bhi invest Kar skate hai.




To chaliye hum man lete hai aap 100 Dollar invest kar liya hai.




Forex trading ki ye post bhi dekhe





Sabse phele aap ko bolna chate hu aap aapne accuont se 30./. jani ki 30 Dollar se  4- 5 chhote trade open kare, qki phele aap ki accuont zero na ho uska bhi dhan rakhne cahiye. Forex trdaing me aap ki Loss bhi ho sakte hai.




Or dusri baat ye hai aap jitne ho sake Risk kam le, qki aap ki trade se jada Loss huye to aap ke acount zero ho sakte hai, ye baat ko aap dhan me rakhe.


Ye post ko bhi jane



Online se paise kaise kamaye




Trade karne se phele ye bhi dhan me rahe ki aapne jo trade open karna chate hai wo profit se jada nuskan ho sakte hai to aap us time me trade open na kare to jada behatar hoga. Aap aisi trade open kare jis currency pair par aapko jada knowledge hai. Jaise ki USD/GBP ek major currency hai. Is currency ke value jadatar log jante hai.



success forex me

Dosto ek baat dhan me rakhe 90% Insan phele phele trading me loss karte hai, kyi to account hi zero kar dete hai. 10% new trader phele trading me success hote hai. hum chate hai aap bhi wo 10% se ho uske liye tej dimag ki jarurat parti hai, hum jante hai wo dimag hai aap ke pass.


 Forex me or kya kya jankari lene hogi

  

Dosto ek achhi trader hone ke liye or bhi bahut kuch janne hogi,  Jeise Forex Strategies, Forex treding Robot, Indicator kya hai. forex trading time,  trading time 24 hours hote hai ,Lekin ye time ko 4 aalag aalag nam se jana jate hai, aap ko konsi time jade faide hai wo bhi jankari rakhne hogi, dosto aap ko parisaan hone ki jarurat nehi hai. hum ek se ek post karte rahogi, just aap mere saat rahe or www.kaisejane.com ko visit karte rahe.   

    


DHNNYEBAAD


EmoticonEmoticon