Forex trading me Indicator ka kya kaam hai jane hindi me part- 6


    Hello Dosto, Forex trading karne ke liye or ek mahatpun bate ajj hum karne chale, uske naam hai Indicator. ye kya hai iska kya kaam hai wo kitne mahtpun hai forex trade karne ke li ye aaj hum ye post me aap ko puri jankari denge . to dosto chale jaan lete hai indicator ki kya kya kaam hai .

Forex, jankari


 Forex trading Indicator ek director ki kaam karte hai, uske kaam hai price konsi time me high  hai or kons si time low hai wo hum jan sakte hai ye indicator ki madat se, Indicator  ke khas baat ye hai ki wo hamare trade ki liye signal dete hai aagle time me price high honge ye fir price low honge, ye baat hum sab jan lete hai to trading karne me aap sab ko faide honge, Dosto ek baat ko dhan me rakhne chahiye ye indicator just kuch farmula se chalte hai , isi liye Indicator aap ke har time me kaam aayegi uske kyi Guarantee nehi hai. kabhi kabhi  ye galat signal bhi de sakte hai , isi liye 100% indicator ki signal ko folow na kare

ye bhi jane

Forex trading part 1



Dosto broker ki jo metatrader hai ( software ) aap download ki hai wo metatrader ki aandar kush indicator hai , jaise MOVING AVERAGE, BOLLINGER BANDS, ADX, RSI  ye sab indiketor ki naam hai, iske elaba or bhi bahut sare Indikator hai online me, aap sarch kar ke aap ki metatrader me install kar lijiye.



Dosto aap  jab trading karte karte Expart ho jayogi tab aap ko ye indikator ki kyi jarurat nehi paregi, aap khud Indikator ban jayogi , ye to aap ka kaam ki upar or aap ki talent ki upar hote hai.
Dosto trade karne se pehle 2- 3 Indikator fallow jarur kare, qki ek indiketor se har time sahi signal nehi milte hai, uske liye 2 - 3 ko follow karna sahi hai, ye to hamare baat hai, ab aap ki marji aap ko kya karna hai.


BOLLINGER BANDS




Dosto aap jab market me trading karne ke liye metatrader open karte ho to sabse pehele Bollinger Bands Indicator ko ek bar follow jarur karna, qki ye Indicator ki madat se market ki present news ke bare me aap ko jada jankari honge. ye Indikator ki madat se, aap jaan payogi is time me market me kya hal chai  hai or is time par trade open karna hamare liye faide ho sakte hai ye nehi ho sakte hai, ye aap aasani se samaj sakte hai.




Candle ki  Image




Dosto bollinger bands ki or achhi jankari ki liye ye link par click kare.


Bollinger Bands



Market jab normal rahete hai to chart ki jo do bands hai wo najdir me rehete hai or jab market jab busy jade ho tab wo dono bands kyi jada distance me rehte hai.


Bollinger bands ki khas bat ye hai price har samai  bands ki majh barabar aate hai ise Bollinger Bounce kehete hai



Bollinger Squeeze



Dosto ek baat ko dhan me rakhe jab candle upar bands ko Breck kar upar jate hai tab price barne lagte  hai, or jab candle neche wale bands ko Breck karte hai tab price low hone lagte hai, dosto ye ek simple process hai, is tare se bollinger Bands kaam karte hai.




Forex trading part 2



Bollinger bands se trade karne ke liye or bhi tarike hai wo ek time ke baad aap khud samaj jayogi, dosto ye baat ko dhan me rakhne chahiye Forex trading karne ke liye aap khud ko neya neya Idia nikal ne hogi tab aap ye market me sucsess ho payogi. hum to just aap ko ye jankari de sakte hai , Forex trading karne ke liye jo process ki,  ghabrane ki kyi baat nehi hai mere saat jude rahe ek din aap khud aachi trader ban jayogi, kuch time to aap ko dena hi parega forex ko puri tara se samajne ke liye.





dosto forex me kuch log hai jo aandaj se trading karte hai or sucsess bhi ho jate hai, lekin wo log jada dur tak nehi ja pate , wo log Forex trading ko Lottery jaise samaj te hai, lekin ye trading lottery nehi hai . aap sare system ko follow kar ke trade karte rahegi to 95% trade me success hogi, nehi to aap kabhi vi ek success full trader nehi ban payogi.

To dosto mere saat rahe or Forex ke bare me jante rahe.


DHANNYBAD




    EmoticonEmoticon