Best 7 Blogging Tips For Beginners In Hindi

Blogging iss time online se paise kamane ki ek way ban chuke hai, blogging karke log lakho kamate bhi hai,lekin jyada log blogging ka asali matlab hi nehi jante, jo logn blogging karte hai use blogger kehete hai, pehle log hobby se blogging karte thi lekin jab paise kamane ki jankari mile to baas ek blog banaye aur paise kamane,ye kitne badiya jankari hai sunke maan me ek amir banne ki sapne jaag uthte hai, sayed ye baat sach hote, lekin ye sach nehi hai aagar aap blogging karke paise kamana chate hai to iss article follow kar sakte hai.

Blogging guide for beginners


Blogging Tips For Beginners 

 Aagar aap blogging karke paise kamana chate hai to ye achhi baat hai, lekin dosto kuch to samjha karo-paisa  kamana etna aasan nehi hai, sach baat to ye hai -online se offline me kamana bahut asan hai,fir bhi aap online par blogging karke paise kamana chate hai to- blogging me aap success pana chate hai to niche kuch tips follow kar sakte hai.


1 - Dosto internet se paise kamane ki hajaro way hai lekin jada log blogging ko apnate hai, kyuki ye platform se long time income kar sakte hai, mai khud internet se bahut sare post read ki hai aaj bhi jyada time naya naya article read karte hu, aap bhi jyada article read kare, kyuki jyada article read karne se aap khud ek strategy tairar kar payogi- jo apka khud ki hogi, kiuki kuch aisi problem ki samna karna hogi aapko jiske solve internet se nehi milegi wo khud hi karni hogi. is liye aap jitne jyada jankari hasil karogi utni hi aapka knowledge badhegi.


2 - Ek baat ko achhe tere se janle kyi bhi Guru apna Shishya ke puri jankari nehi dete hai, ye hamare baat nehi hai ye ek sach kahabat hai, is liye dosto jitne bhi bade bade blogger hai uska khud ki ek strategy hote hai aur wo uska khud ki hai jo kabhi kisi ke saat share nehi karegi, dosto blogging ek business ke tara hai, jo bade bade business man hai uska kuch paln hote hai jo uska elaba aur kyi nehi jante hai ye par bhi same baat hai, jyada article read karne se jo guide melegi uha se aap khud ka ek strategy tairar karne hogi.


3 - SEO-  Doston dekha jaye to seo ke bare me etna sare post hai jo apko samaj me nehi aayegi kon sahi hai aur konse tarike apnaye, ham batate hai kya karna hai ek simple tarike- pehle aap jiske bare me article likhne wale hai uske related ek keyword chune,article ke beez me sub title use kare. 2 se 4 keyword ko bold kare,aur kuch impotent line ko under line kare ,aur 1 ya 2 article ke related image use kare, image me ALT Tag jarur use kare, jyada seo friendly karne jayogi to fayde se jada nuksan bhi ho sakte hai.


4 - BackLink- -  Backlink ke bare me bahut post hai online par jaise comment ki jariye backlink banaye,Guest post se backlink banaye, dosto mai ek baat kahe - ye backlink kab karna hai aapko pata hai-aapke blog me minimum 80 se 100 top Article hai tab jakar backlink banaye, kiuki apne blog me 20 se 30 article hai aur wo pehle se bahut sare blog site par bhi hai to ye link se kya hoga, just apke site par visitor aayegi aur bapas jayegi, is time do follow backlink pana bhi muskil ho gaye hai. apne paas talent hai to thorasa support hi kafi hai, is liye backlink ko lekar jyada sochne ki jarurat nehi hai,pahle aap apne blog me top class ki article likhte jaye aur sahi time ki intejar kare.uske baad hi backlink banaye aapna blog ke liye.


5 - Aagar aap blogging karke name aur paise kamne chate hai to aap sahi raste par chale, jyada visitor pane ke liye kyi software use na kare, kiuki aaj bahut sare site aur software hai jo jyada visitor dene ki dawa karte hai lekin aap Google Adsense se paise kamane chate hai to ye sab se 100 fit dur rahe, sahi raste se chalne ke liye apko kuch time intejar karne hogi, lekin baad me name aur paise ye dono hi aapko mil jayegi, lekin dekha jaye to aaj bahut sare log ye galti kar rahe hai aur kuch dino ke baad blogging karna chhor dete hai, doston ap sahi raste par intejar karogi to sahi admi milegi aur wo aapko sahi disha dekhyegi, aap shortcut raste par jayogi name aur paise kuch bhi nehi milegi.


6 - Ek Singer banne me kai saalo ke mahenat laag jate hai fir bhi aage jakar achhe achhe jaighe par mouka nehi milte hai, blogging karna bhi is tare ki hai pehle shikhte rahe, jante rahe or kosis karte rahe lekin paise or name kamane ki bare me na soche, just aapna knowledge share karte rahe apke ander kuch baat hai to aapko name aur paise dono hi milegi. kab milegi ye ham nehi bata sakte.


7 - Dosto aap shah rukh khan ki Rab ne banaye jodi film dekhai hogi, shah rukh ek simple zindagi jee rahe hai, kai smartness nehi hai is liye uska bibi ko wo pasand nehi hai, usko aaj ki tare stylish ladka pasand hai. lekin film ke end me ap dekhai hogi kon sahi thi aur kon galat, is liye dosto apna site ko achhi look jarur de lekin wo jada stylish karogi to upar ki tere hogi, ek baat hai na confidence hona achhi baat hai lekin over confidence ye bahut bure hote hai, iss time over confidence log ke beez me jyada dekhai de rahe hai har jaighe par ye achhi baat nehi hai.


Bill Gates Ki Ek Quotes

Aaj ki time par jaldi paise kamane ke liye ek blog banate hai or idhar udhar se jankari lekar post publish karte hai, kuch new blogger to har din 5 se 6 post publish kate hai, kiu ki wo mante hai jaldi jaldi jada post publish kare to utna hi jaldi apna blog me bahut sare visitor aane lagegi or jada paise kamane ki mauka milegi. ye sab jiske dimag me hai uske liye Bill Gates jo Microsoft ki  Founder hai uski ek bate sunate hai, Bill Gates- paise ke pichhe maat bhago, pehle kaam ke pichhe bhago paise apna ap apke piche bhagne lagegi. is liye doston ye baat ki aaj ki samay blog se just paise kamane ke liye jada logn itne sare galat raste par chal pare jo ham sabke liye nuksan hi hai.

Blogger vs WordPress kon achhi hai jane

Blogger blog ki header par banner ad kaise add kare

Apna blog me chat gadget kaise add kare

Dosto is pakar ki kuch tips follow karte rahe to ap ek na ek din achhi blogger ban jayogi or saat me paise name dono melegi, upar diye huya janakri se ap ko kuch help mile to ye post ko jarur share kare, ap ki share se or new blogger bhi jaan payegi jo blogging  se success pana chate hai.





EmoticonEmoticon