kyc-know your customer puri guidelines in hindi

know your customer- kyc- aap india me kyi bhi bank me account open karne ke liye bar bar apna documents dene ki kayi jarurt nehi hai, baas ek hi bar kisi bhi bank se ek account open kar li hai to kyi dusre bank me  khate open karne ki bakt kyi kyc documents dene ki jarurat nehi hogi, chale aaj hum kyc ke bare me puri jankari aap sab ko de dete hai, is post parke ap kyc ke bare me sab kuch jaan payogi is liye aap niche diye huye kuch step ko achhi tare se follow kare.

kyc guidelines in hindi


KYC - Know Your Customer kya hai

kyi bhi bank me apna bank khate open karne ki liye ap ki apna parichay  jaise voter ID card , Adhaar card,dena parte hai bank me ye sab documents ko kyc khete hai, ye kyc app ko 3 jaige par jarurat hote hai.
 1 - bank account open karne ke liye, insurance policy kharidne ke liye, fund me or stock/ share market me invest karne ke liye.
2 - apna account par deposit or whitdal karne ke liye.
3 - ap jo documents di hai bank me wo thik hai ki nehi ye janne ke liye kabhi kabhi bank walo ne kyc fir se dekhne chahe tab ye kyc ki jarurat parte hai.

KYC ki neya niyama(Rules)

kafi din ho gaye hai kyc ki neya niyama ka, ye neya niyama ki baje se ham sab ke liye bahut sare kaam aasan ho gaye hai, jaise ap ek bar kisi bank se ek account open karne ke baad kyi or dusre bank me account open karna chate hai to fir kisi kyc documents dene ki jarurat nehi hogi, kyi insurance policy, share kharid ne ki bakt bhi or kyi  kyc dene ki jarurat nehi hogi.

KYC Documents 
kyc documents kuch praker ki hote hai, ye  documents se kyi ek se ap bank account open jaise sab jaige par account open kar sakte ho. chale kuch kyc documents ki name jaan lete hai.

1- Voter ID card
2 - Valid Passport 
3-  PAN card
4- Aadhaar Card
5- Driving License issued by RTO
6- Nrega Job Card (duly signed by an officer of the State Govt).

kyc guidelines in hindi

Iske elaba apna photo or apna signature ki jarurat hai. doston ye jo kuch documents ke bare me jaankari di hai, is ke elaba or bhi kyc documents hai is link par Click here karke jaan sakte ho.

doston kyc ke bare me kyi bhi jankari lene ke liye  cersai se jude National Stock Exchange ki ek branch hai DotEx internatanul apke sahayata karegi, ap just ye website ko yeed rakhe.

website name - www.ckycindia.in
Phone number - (022) 6110 2592
Mobile se kaise jane bank ki balance 
kon se sapne sach hote hai jane

Note - upar jo 6 documents ke bare me hum bataye ye sab documents ap ke paas na rahe to fir bhi ap bank account open kar sakte ho, or ye sab account ko small account kaha jate hai jaise Jan Dhan Bank Acccount.


doston ye post parke kyc ke bare jaankari sayed aap ko mil gaye hai fir bhi or kuch janna chate hai to ap comment ki jariye puch sakte ho, ye jankari ap ko kyi kaam aaye to apna friends ko bhi is post ke bare me share jarur kare.


HAVE A NICE DAY 


EmoticonEmoticon