blogging me success hone ki guide aur discussion hindi me

 Blogging karna aaj ki time par ek hobby ban gaye hai, uske saat saat acchi income bhi hote hai is liye aaj bahut sare logn blogging me jude rahete hai , likin dekha jaye jada tar log blogging me succees nehi hote hai, is liye kuch guid aur kuch discussion aap sab ke saat karne wale hu, ap konsi taraf se ho? ap just hobby se blogging kar rahe ho to apke liye good news hai or aap just paise kamane ke liye blogging kar rahe hai to aap ko kuch aalag soch lekar aage badna hogi nehi to aap success nehi  ban payenge, aaj is post me blogging se kaise success paye uski kuch tips aap ke share karne wale hu saat me kuch discussion bhi hai-- to chale aage bade.

blogging,success,guide,discussion,

Blogging me success- pehle kuch discussion 

# dekha jaye is time par jada logn online se jude rahete hai smart phone ke saat, mobile hato me jab pheli bar aate hai 95% logn ek Facebook account open karte hai fir neya neya dost banate hai, lekin kuch dino ki baad jab facebook me kuch nehi milte hai, kuch nehi ki matlab kyi achhi dost kyi achi girl friend tab facebook se nikal kar wo Google ke bare me jankari lete hai, kuch logn facebook me kuch article dekh kar bhi aate hai jaise google kya hai uska kya kaam hai or bhi bahut jankari lete hai, uske baad wo jante hai google ek search engines hai or eha se kyi bhi search kare to wo aasani se mil sakte hai.

# dekha jaye pehle wo song, video,ye sab search karte hai, ye sab search  karte karte ek din paise kamane ke bare me kyi jankari mil jate hai internet se, ye bahut badiya jankari mil gaye hai samjho.kyuki ab ap sahi raste par aaye, aur us jaankari hai blogging karke paise kamane ki, lekin dosto raste bahut lambe hai online income karne ke liye, pehle ap ko puri tare se jankari lena hogi.

best file hosting site ke bare me jane

# sayed ap ke paas jankari hai blogging ke bare me aur ye bhi jaan chuki hai is platform se lakho kama sakte hai asani se, is bato se hum ek hi baat bol sakte hai, ye just film me hote hai, ap log jarur dekha hogi, nayak bahut hi garib hai nayika aamir hai, tab uske sadi nehi hote hai, shadi karne ke liye nayika ki papa ek chunti dete hai ap paise kama kar bade admi bano fir ap ki saat sadhi hogi, ab wo nayak just kuch ghante me ek amir ban jate hai ye just film me hote hai. bastab me succuss pane me kyi saal laag jate hai, tab ap lakho kama sakte ho, mere bato ki chhoro ap khud ki aas pas logn ki dekhe apko jarur pata chal jayegi.

Blogging me success kaise mile

# ab hum main point par aate hai, sayed ap blogging ki kuch basic jankari li hai or ek blog bhi bana li hai, ab apke dimag me just paise kamane ki soch hai, kab paise kama payogi, sayed ap socha nehi hai har roj lakho blog/website bante hai, or jo log banate hai wo bahut hi talented hai. to apko is logo ke saat kaam kana hai ab ap khud samaj lo kitne experience hona jaruri hai. lekin aap me bhi talent hai aap bhi jarur success payogi just  kosis kare, insan chahe to kuch bhi kar sakte hai.



# kuch dino ki baad ap or bhi kuch jaan chuki hai jaise blog disign, kuch coding karna, ek do mahine ho gaye hai ap apne blog me kuch post bhi ki hai, lekin visitor nehi hai, ab ap niras ho jayogi, lekin apke paas or kuch tarike hai visitor pane ke liye, ye jankari bhi internet se apko mile gaye hai, baas ab ap Facebook,Twtter, Google plus. or bhi jo social site hai us par ap ki blog post ke bare me share karte rahe or back link bhi karte rahe ye sab karte karte hi apke paas time khatam ho jate hai, or 2G net use karte hai to or jada time lag jate hai, time kam hone ki baja se ap kuch blog site me visit karte ho, fir wo blog se kuch idea lekar ap apna blog me post karte ho, lekin apko pata  hai jo post ap kar rahe ho wo post or kitne blog me hai, dekha jaye ap jo post publish ki hai wo bahut sare blog me hai or wo pehle page par hai, to apke blog par kyu jaye visitor. is liye doston us post ko kuch aalag tarike se apna blog me publish karne hogi, saat me kuch extra jankari dene hogi tab apki talent ko logn pehchanegi aur success ki pehla kadam par karogi.


# blogging karna bahut hi mehanat ki kaam hai, is liye sapne dekhne se jada bastab bane,Dr A.P.J Abdul kalam ki ek quotes hai sayed ap suna bhi hogi, nehi suna hai to sun lo,  sapna wo nehi hai jo logn nind me dekhte hai, sapna wo  hote hai jo kuch pane ke liye nind hi nehi aate aankh me, is liye pehle achhi se disigen, achhi se post, achhi se seo, achhi se keyword ki knowledge,achhi se anlysis, achhi se likhne ka idea, kuch neya karne ki tarika, har din kush na kuch neya jankari , bahut sare book parna, web disign karne ka puri jankari hasil karna, ye sab karte rahe, kosis kare to sab ho jayegi.



# aaj ki time par blogging se paise kamane chate hai to isko ek business ki najar se dekhe, logn kaise business karte hai usko follow kare, mere bada hai aapko jarur success mil jayegi, is samay sare business me kya chal rahe ek prodect kharide aur ek free paye, doston ham sab aisi ho gaye hai jaha par free hote hai aur discount milte hai wo product kharidte hai, lekin baad me wo product achhi nehi hote to us product ko dubara nehi kharidte hai, is tare se ap ek blog banaye aur kuch aakarsak post dale baad me sare social site me apne blog ke bare me marketing karke bahut sare visitor le aaye apna blog me, lekin kuch samay ke baad site me visitor aana kam ho gaye hai, kis liye jante ho? kyuki pehle ap jo aakarshak post dale thi wo jitne dekhne me aakarshak thi lekin bastab me utna kaam ki nehi, is ki baja se apna product yani apna blog aur blog ki post dono ki name par bad effect pade hai. is liye doston product ki quality yani blog ki article achhi hogi to aaj na ho to kaal visitor jarur aayegi.

blogging,me,success,ki,guide,

# doston aap blogging se name aur paise kamane chate hai to pehle aap ko ek achhi business man banne hogi,aap khud ek plan banye kaise long time blogging me stay ho sakte hai, kyuki blogging ek long time process hai, bade bade company walo ne just achhi achhi idea pane ke liye marketing specialist rakh dete hai achhi salary dekar lekin apke paas dene ke liye kuch nehi hai, is liye app khud ko marketing specialist banna hogi.


# dekha jaye new blogger pehle ek blog banate hai uske baad 10 se 15 article apne blog me dalte hai uske baad jada se jada marketing karne laag jate hai, aur ek galti karte hai wo hai ek blog banaye aur sare dosto ko blog me aane ke liye invite karte hai page view barane ke liye lekin doston aap ki pata hai Google ye sab jan jate hai, kaise jante hai chale ham bate hai- ham maan lete hai aap India County ki UP State me rahete hai to aap ki jada dost UP ki hogi fir computer ho aur mobile ho uska IP Address hoti hai use jariye pata chal jate hai Google ko, ek limit tak thik hai lekin limit se jada page view just UP se hote hai to apna blog ki bad effect par sakte hai, is liye doston apna blog me kisi ko aane ke liye jada force na kare to behatar hai, is liye doston sahi tarike se business plan banaye nehi to ap success nehi payenge.

# mere ek baat mane to main ek achhi plan de sakte hai achhi lage to try kar sakte ho, wo hai pehle aap apne blog me 30 se 40 achhi achhi post dale jo logn ki sach me help mile aur aisi post dale jo internet par jada nehi hai, uske baad aap achhi se marketing kare social site me, kuch group me samil ho jaye aur apna blog post ki link share karte rahe, doston ye plan achhi lage to try kar sakte ho, nehi to apna khud ko kuch plan hai to wo apply kare, ek hi baat - blogging me success hone ke liye kuch plan to karne hi hogi business man ki tara.

Blogger blog ki header par ads kaise jude

Blog post title ke niche ad kaise show kare


doston ye jankari aap ke thorsa kaam aaye to ye post likhna safal hogi mere liye,aur sach me kaam aaye to apna dosto ko bhi is post ke bare me share karna na bhule, kyuki uska bhi kuch sahi raste mil jaye baad me succes paye .
--

2 comments


EmoticonEmoticon