pradhan mantri mudra yojana loan kaise mile full guide in hindi

Pradhan mantri Mudra yojana ki jo Loan skim hai wo pana bahut hi saral hai, aap kai business karte hai to aap ye loan pa sakte hai, aur ye loan pane kie liye jyada documents ki jarurat bhi nehi hote hai, ye loan asani se mil bhi jate hai, yes doston aaj main mudra yojana loan ke bare me puri jankari share karne wale hai, jaise loan pane ke liye kya karna hogi, kiase pa sakte hai puri ke puri jankari ye post se mil jayegi aapko,aap just dhan se ye article ko padhe.

pradhan mantri, mudra yojana loan,

Pradhan Mantri Mudra Yojana se Loan kaise mile

Step - 1

Pehle ap jo business karte ho us business ke liye ek Trade Licence banaye, ye licence jada logon business karne se pehle bana lete hai lekin aap ke paas ab tak nehi hai to aap jaldi se bane le, ye Licence banne me 8 se 10 day lag sakte hai, ye Lincence ap apna Panchayat se banaye, uske baad ek Pan Card bhi bane le, pehle se ye card aap ke pass hai to ye achhi baat hai, nehi hai to aaj hi bane le kyuki ye card banne me 1 mahina time lag jate hai.

pradhan mantri, mudra yojana loan,
Step - 2

Adhaar card ki bhi jarurat hogi, aap ke pass ye card jarur hogi, abhi tak aap ke pass ye Adhaar Card nehi hai to aap turant ye card bana le, kyuki ye card aap ke liye bahut kaam ki hai, aur har jaighe par ye card ki jaruat parte hai, lekin dekha jaye ye card jyada logn ki pass hai.

Step - 3

IT File bhi ek kaam ki chig hai, aap business karte hai to ye file banana bahuti jaruri hai, IT File ki puri name hai Income Tax File, aap 50,000 ki upar Loan pana chate hai to ye file ki bahuti jarurat hai, kyuki ye file ke elaba apko jada loan nehi milegi, ab aap ye soch rahe ki ye file kaha se banaye- ham batate hai ye file ap ek Chartered Accountant se bana sakte ho, ye file banne me kuch time lag jate hai lekin aap ko banane hogi, nehi to aapko jada loan nehi milegi,49,000 is Amaunt tak loan lene ki liye IT File ki jarurat nehi hote hai.

Step - 4

Ab chale dekh lete hai  Loan pane ke liye kya kya documents ki jarurat hote hai.

# Ek Trade Licence.

# Voter Id Card-- Election Commission Of India Identity Card.

# Adhaar Card.

# IT File -   50,000 is price ki upar Loan lena chate hai to ye file ki jarurat hai.

# 4 Copy Paasport size photo.

# Ek bank Account -- jo bank se Loan lena chate hai us bank ki.

Baad me ap ki jo Business hai uski ek bill ki jarurat ho sakte hai.

Also Read

KYC- Know your customer ke bare me jane

Amir kaise bane uski jankari

kon se sapne sach hote hai in hindi

Step - 5

Ab aap ke paas ye sab documents ready hai to aap apne bank par jaye, apne matlab jo bank me aap ki account hai us bank me, eha par ek baat bata dete hai aap jis bank se jyada time tak lena dena ki hai us bank me jaye aap ko kuch extra fayde mil sakte hai.


Ab aap bank me jane ki baad bank ki Manager se mile aur apna baat bataye, bank manager kuch sawal pooch sakte hai, jo sawal pooche uska sahi jawab de, aap ki jawab se Manager khus ho gaye to bas aap ki loan ho gaye samjho, uske baad aap ki jo documents hai wo manager ki paas jama kare, ap jada loan ke liye apply kare to ap ki business par investigation kar sakte hai bank manager, kyuki ap sahi jankari di hai ki nehi di hai ye janne ke liye, aap sab sahi jankari di hai to sochne ki kai baat nehi hai apko asani se ye loan mil jayegi.

Also Read

Success hone ki tips 


Doston pradhan mantri mudra yojana loan kaise mile full guide se aapko kai fayde mileto mughe bahut khusi hogi, aur ek baat ye jankari apna dosto se bhi jarur,kyuki share karne se uska bhi bhi fayde ho sakhe.
--


EmoticonEmoticon