Doston aaj is article me android phone ko kaise virus se bacha sakte hai uski kuch jankari dene wale hu, iss time par sab ke pass kuch ho na ho ek smart phone jarur honge, or dekha jaye to 80% logon ki paas wo smart phone google ki Android device hai, kyuki ye jo android phone hai others smart phone se kam price se mil jate hai, ye baat chhoriye main topic par aate hai, android phone ko kaise suruksit rakha jaye ye janne ke liye ye puri article ko achhi se follow kare or apna phone ko virus attack se bachaye.
Android Phone ko Virus Se Kaise bachaye
Doston iss time par hum sab android phone se bahut sare important kaam karte hai, jaise kisi ko mail karna, Net Banking, WhatsApp, Facebook, jo jo kaam ek computer se karte the aaj wo kaam ek android phone se kar lete hai, lekin dekha jaye to android phone ki safety ke bare me jada logon sochte nehi hai, lekin doston ab aap logon ki sochne hogi nehi to aap bade musibat me par sakte ho, kyuki technology jaise jaise har kaam ko aasan kar rahe hai waise kuch logon uski galat faide bhi le rahe hai, aur iss logon se bachne ke liye aap ko hi kuch karne hogi, niche jo tips hum bata rahe hai wo aap aur aap ki android phone dono ki safe kar sakte hai, just yeed rajkhe ye tips.
1 - Aap jo bhi apps install kare wo just play store se hi install kare, others kayi bhi source se kisi apps ko instaall na kare, play store google ki apna hai or ye 100% safe hai, play store me jo apps hai wo pehle google verify karte hai uske baad hi play store me publish hote hai, or bhi kuch achhi stor hai uha se bhi kar sakte ho lekin pahle uski bare me kayi achhi review hai ki nehi wo janne ki baad hi kayi apps install kare, jadatar virus ye apps ki jariye aap ki mobile yani smart phone me aate hai.
2 - Kabhi kabhi aisi kuch intersting apps hamare beez aa jate hai us apps ko jaldi se download kar lete hai kuch logon, iss logon me aap bhi hai to aaj se ye kaam na kare,kyuki aisi kuch apps se jada se jada virus aate hai mobile me. fir bhi aap aisi kuch apps download karna chate hai to pehle us apps ki permissions kya hai wo achhi se padhne ke baad hi install kare, kuch apps install karne se aap ke pass kuch permissions chate hai app ki android davies ko access karne ke liye jaise Account information, contacts aisi apps ko kabhi install na kare.
3 - Aapna android phone ki setting option par jaye uske baad security option par click kare, click karne ki baad unknown sources ki jo option hai uski right side me ek chhote si box hai uha par kayi tik hai to wo off kar do,sidhi baat hai ye option ko off rakhe.
Also Read
kisi bhi mobile number ki information
Mobile se jane bank ki balance
Also Read
kisi bhi mobile number ki information
Mobile se jane bank ki balance
4 - Doston kisi anjan logon se kayi bhi file apna mobile me blutooth se na le, or apna mobile se na hi kisi ko de, blutooth hamesa off hi rakhe, aap phone se kuch important kaam karte ho to others kisi apps se bhi file tansfer na kare.
5 - Iss samay india ki har bade bade jagha par free WiFi start huyi hai jaise Mall, Railway Station, lekin aap ko malum hai ye public place se aap ki phone virus attack ho sakte hai, is liye doston ye sab public place se net browsing karne se pehle aap apna phone me ek achhi si antivirus apps rakhe, jab net chalane khatam ho jaye usi bakt WiFi off kare or wo antivirus apps se scan kare.
Doston free cheez kabhi achhi nehi hota hai, aap jo ye free antivirus apps ko apna mobile me rakhe hai wo bhi 100% kaam karegi ye hum kahe nehi sakte, iss liye upar jo tips share ki hai aap wo follow kare to koi antivirus ki jarurat nehi padegi, fir bhi aap chahe to ye apps rakh sakte ho, or ek bate -mobile se kuch important kaam karna chate hai to paise dekar net pack kharide or apna kaam kuch alag jagha se kare, kyuki public place me apki ass pass aur bhi bahut sare log free WiFi chala rahe hai or wo logon apki kuch important account ki password dekh li hai to aap ke liye khadra ho sakte hai, kyuki sabse bade virus to insan hi hai.
--
--
EmoticonEmoticon