ATM/Debit card kaise use kare ye sawal aaj bhi bahut sare logon ki beez me hai, dekha jaye to aaj har bakti ke paas ek na ek bank account hai aur ye bank account ke saat hi bank walo ne ek atm/debit card de dete hai asani se rupees nikal ne ke liye, lekin dekha jaye to kuch bakti ye atm/debit card ko use nehi kar sakte hai wo kai anjan logon ki madat se atm counter se paise nikal te hai, ye karne se kya anjaam ho sakte hai wo us bakti ko malum nehi hai, hum batete hai aap aisi kuch kar rahe hai to app bahut bade musibat me par sakte ho, iss liye doston hamare ye article ko dhan se padhe or atm/debit card kaise use kare or bude admi se kaise safe rakhe uski sari jankari aap ko ho jayegi, aap just kuch bato ko yeed rakhe.
Atm/Debit Card Kaise Use Kare
Atm/Debit card use karna ek simple kaam hai, just kuch bato ko dhan me rakhne hogi atm use karne ki bakt, aur ye baat ko bhi jane- aap ke pass jo atm card hai iss ko debit card bhi kahete hai aap dekha hogi hum kuch iss atm/debit pakar likh rahe hai, ye card ko ye dono name se pukar te hai. to doston chale step by step jankari le kaise atm use karte hai.
1 - Pahle aap apna atm card ko atm machine ki card slot par panch karke bahar nikal le, uske baad screen par jo banking ki ek option aayegi wo select kare, banking select karne ki baad language(bhasa) select kare wo hindi or English aap jo bhi chate hai.
Note -: Dekha jaye to har bank ki atm machine ki alag alag process hote hai iss liye neya atm holder ke liye kuch problem aa jate hai, lekin akhir me sari process ek hi hai just kuch badlab hai, jaise state bank ki atm machine me aap atm/debit card punch (card machine ki ander dalne ki ) bakt 2 sankha jaise 25 aisi kuch number input karne ki kahete hai, to app ko kya karna hai? pehle aap card ko atm machine me punch kare uske baad 22, 21 24 jo bhi pasnad ho select kare uske baad button press kare.
2 - Ab aapke paas aapna atm ki pin code dene ke liye ek option aayegi screen par ab aap apna pin code enter kare or Green button dabaye, Green button dabane ki baad aap samne screen par kuch option aayegi jaise withdrawal, mini statement, aap withdrawal karna chate hai to withdrawal option chune uske baad or ek option aayegi current account, saving account aap ko jo bhi account hai wo select kare, dekha jaye to jada logon ki paas saving account hi hote hai, current account bade bade business man ki pass hote hai.
Atm/Debit Card Ko Safe Kaise Rakhe
Aap news me suna hi hogi atm pin number chori ho jate hai aur wo number ko istamal karke kuch logon aap ki paise bank se nikal lete hai, kuch din pehle iss tarike se bahut sare logon ki bank account se cash nikal gaye hai, iss liye aap kohar time satark rahena chahiye aap bank ki atm holder hai to, lekin kaise? chale hum batate hai kaise safe rahena hai.
1 -Aap ki phone par kabhi bank ki name se phone aaye aur baad me apna atm ki pin number puche to galti se bhi aap apna atm ki pin number na de, kyuki iss tare ki phone kisi bank se nehi aate hai, kayi bhi information na de phone par wo jo bhi ho, ho sake to us bakt wo phone call ki voice recoding karlo baad me aap bank se direct contact kare.
2 - Kisi aanjan logon ko apna atm ki pin number na bataye, aap neya hai to jo atm counter me security guard hai us counter se cash nikale, cash nikalne ki baad keybord se cancel button jarur dabaye, baad me just 1 min uha par rukh jaye uske baad counter se bahar ho jaye, others kuch help chahiye to wo security se puchhe wo aap ki help karegi.
3 - Aap jab Atm se cash nikal ne ki wakt ye dhan me rake aap ke aas paas kai anjan logon hai ki nehi, aas pass me hai to jitne ho sake usko avoid kare,khas karke jab aap apna atm pin number enter kar rahe ho us time par.
4 - Aaj bhi bahut sare atm counter me kayi security guard nehi hote hai lekin cash ki jarurat kayi bhi jagha par ho sakte hai aur kayi bhi atm counter me ghusna parte hai, aisi kuch paristit aaye to cash nikale- lekin jada satark rahe, kyuki aisi atm se jada cyber crime hote hai, us atm machine par aap jab apna pin number enter kar rahe us bakt dusre hateli se guard kare - matlab apna pin number ko chhupaye, aisi karne se us counter me kayi extra camera hai to aap apna atm ki pin number ko bacha sakte hai, kyuki ye crime karne ke liye atm ki dono number ki jarurat hote hai, ek card ki ander hote hai aur dusre apna pin code number hote hai, iss liye just aap ki hateli ki guard se apna pin number suruksit kar sakte hai.
Also Read
pradhan mantri mudra yojana loan kaise mile
mobile se kaise jane bank ki balance
5 - Aap apna atm ko safe rakhne ke liye 1- 2 month ke baad apna pin number change kare, ye bahut hi aasan kaam hai, ye jankari aap bank se le sakte ho kaise atm ki pin number change karte hai, pin kaise change karte hai uske bare me ek article baad me is site me share karunga.
6 - Last me ek hi important baat ko dhan rakhe to aap ke liye sabse bahetar hai, aap jis bank ki atm jada use karte ho us bank me jada balance na rakhe, iss liye aap 2 bank account banaye, or dekha jaye to jada logon ki paas 2 bank khate hai, iss liye ek hi atm ko jada use kare us account me jada cash na rakhe.
Doston ye jankari se aap ko kuch madat mile to ye article ko apne doston ko bhi share kare, kyuki aaj ki jamana me bahut sare badlab aaye hai uske saat saat kuch insan bhi apni insaniyat kho baithe hai,iss liye apna safety aap khud ko rakhne hogi.
--
Atm/Debit Card Kaise Use Kare
Atm/Debit card use karna ek simple kaam hai, just kuch bato ko dhan me rakhne hogi atm use karne ki bakt, aur ye baat ko bhi jane- aap ke pass jo atm card hai iss ko debit card bhi kahete hai aap dekha hogi hum kuch iss atm/debit pakar likh rahe hai, ye card ko ye dono name se pukar te hai. to doston chale step by step jankari le kaise atm use karte hai.
1 - Pahle aap apna atm card ko atm machine ki card slot par panch karke bahar nikal le, uske baad screen par jo banking ki ek option aayegi wo select kare, banking select karne ki baad language(bhasa) select kare wo hindi or English aap jo bhi chate hai.
Note -: Dekha jaye to har bank ki atm machine ki alag alag process hote hai iss liye neya atm holder ke liye kuch problem aa jate hai, lekin akhir me sari process ek hi hai just kuch badlab hai, jaise state bank ki atm machine me aap atm/debit card punch (card machine ki ander dalne ki ) bakt 2 sankha jaise 25 aisi kuch number input karne ki kahete hai, to app ko kya karna hai? pehle aap card ko atm machine me punch kare uske baad 22, 21 24 jo bhi pasnad ho select kare uske baad button press kare.
2 - Ab aapke paas aapna atm ki pin code dene ke liye ek option aayegi screen par ab aap apna pin code enter kare or Green button dabaye, Green button dabane ki baad aap samne screen par kuch option aayegi jaise withdrawal, mini statement, aap withdrawal karna chate hai to withdrawal option chune uske baad or ek option aayegi current account, saving account aap ko jo bhi account hai wo select kare, dekha jaye to jada logon ki paas saving account hi hote hai, current account bade bade business man ki pass hote hai.
3 - Account select karte hi aap ke paas aur ek option aayegi cash amount ki, uha par aap kitne cash nikal ne chate hai wo select kare uske baad aap yes button ko dabaye, ab aap kuch time intejar kare jab cash nikal aaye machine se tab wo cash turant le lo nehi to garbar ho sakte hai.
Also Read
Note -: Aap ke pass jis bank ki atm/debit card hai us atm se aap mahine me us bank ki atm 5 time or others atm counter ko 3 time use kar sakte ho free me, iss se jada atm card ko use karogi to aap ko par Transactions par 20 rupee charge dene hogi, aur atm se cash nikal ne ki wakt galat pin code na de 3 time galat pin code enter kare to us din ke liye aap wo atm use nehi kar payogi.Also Read
Atm/Debit Card Ko Safe Kaise Rakhe
Aap news me suna hi hogi atm pin number chori ho jate hai aur wo number ko istamal karke kuch logon aap ki paise bank se nikal lete hai, kuch din pehle iss tarike se bahut sare logon ki bank account se cash nikal gaye hai, iss liye aap kohar time satark rahena chahiye aap bank ki atm holder hai to, lekin kaise? chale hum batate hai kaise safe rahena hai.
1 -Aap ki phone par kabhi bank ki name se phone aaye aur baad me apna atm ki pin number puche to galti se bhi aap apna atm ki pin number na de, kyuki iss tare ki phone kisi bank se nehi aate hai, kayi bhi information na de phone par wo jo bhi ho, ho sake to us bakt wo phone call ki voice recoding karlo baad me aap bank se direct contact kare.
2 - Kisi aanjan logon ko apna atm ki pin number na bataye, aap neya hai to jo atm counter me security guard hai us counter se cash nikale, cash nikalne ki baad keybord se cancel button jarur dabaye, baad me just 1 min uha par rukh jaye uske baad counter se bahar ho jaye, others kuch help chahiye to wo security se puchhe wo aap ki help karegi.
3 - Aap jab Atm se cash nikal ne ki wakt ye dhan me rake aap ke aas paas kai anjan logon hai ki nehi, aas pass me hai to jitne ho sake usko avoid kare,khas karke jab aap apna atm pin number enter kar rahe ho us time par.
Also Read
pradhan mantri mudra yojana loan kaise mile
mobile se kaise jane bank ki balance
5 - Aap apna atm ko safe rakhne ke liye 1- 2 month ke baad apna pin number change kare, ye bahut hi aasan kaam hai, ye jankari aap bank se le sakte ho kaise atm ki pin number change karte hai, pin kaise change karte hai uske bare me ek article baad me is site me share karunga.
6 - Last me ek hi important baat ko dhan rakhe to aap ke liye sabse bahetar hai, aap jis bank ki atm jada use karte ho us bank me jada balance na rakhe, iss liye aap 2 bank account banaye, or dekha jaye to jada logon ki paas 2 bank khate hai, iss liye ek hi atm ko jada use kare us account me jada cash na rakhe.
Doston ye jankari se aap ko kuch madat mile to ye article ko apne doston ko bhi share kare, kyuki aaj ki jamana me bahut sare badlab aaye hai uske saat saat kuch insan bhi apni insaniyat kho baithe hai,iss liye apna safety aap khud ko rakhne hogi.
--
EmoticonEmoticon