Google Chrome Extension kya hai kaise add kare puri details in hindi

Google chrome extension kya hai aur kaise chrome browser me add karte hai, add karne se kya fayde milta hai puri details is article me dene wale hai, aapke mann me ye sare sawal hai to aaj se sare sawal ki jabab mil jayegi, dosto chrome browser ki tare aur bhi jo browser hai jaise Mozilla Firefox, Opera, iske bhi extension hai lekin sabse jada log google chrome browser use karte hai is liye is article me chrome browser extension ke bare me jankari denge, to chale aage bade.
Chrome Extension kya hai,

Google Chrome Extension kya hai

Google chrome extension ek software ki tare hai jo mainly chrome browser ke liye banaye gaye hai, internet par hajaro extension hai jo aapko free me mil jayegi, aur kuch extension paid bhi aap chahe to wo extension buy kar sakte hai, ye sab chrome browser me add karne ke liye aapko download karne hogi, download ho jane ki baad ye extension automatic aap ki browser me add ho jayegi, aap aapki browser ki upar Right side me ek icon ki rup me dekh payogi, to dosto ab aapko samaj me aa gaye hai google chrome extension kya hai.
Chrome Extension kaise Add kare browser me

Google chrome extension browser me add karna bahut hi easy kaam hai, add karne ke liye pehle aap chrome web store  par jaye, jane ki baad niche screenshot dekhe is pakar ki home page dekh payogi, ab aap 1- no option ko dekhe ye jo search box hai uha par aap jo bhi extension search karne chate hai wo search box me likhe fir search kare, ye jo2- no ki option hai uha se categories pasand kare apne hisab se.

Chrome Extension kaise add kare

Dosto search karne ki baad ek new page dekh payogi kuch is pakar niche screenshot follow kare, eha par dekhe main search box me (1- no) Facebook friend Inviter likh kar sarch ki hai, fir dekhe kitne sare extension samne aa gaye hai, aap bhi jab search karogi tab ek drop drown menu open ho jayegi, uha se aapne pasand ki ek extension select kare, uske baad ye jo 2- no option hai + Add To chrome is par click kare, click karte hi download start ho jayegi, download ho jane ki baad ye automatic aapne browser me add ho jayegi.

Chrome Extension kya hai












Extension Add karne Se kya Faide hai
Chrome browser me extension aad karne se bahut sare kaam aap aasni se kar sakte hai aur kai bhi kaam jaldi puri bhi kar sakre hai, chale ek udhaharn dete hai -- man lete aap aapke paas ek Facebook page hai aur aap page par apne dosto ko invite krana chate hai like dene ke liye, aap manually ek ek karke invite karne se aapko bahut time lag sakte hai, lekin aapke paas ek chrome extension hai to sare ki sare friends ko ek hi click me aapna page me add kar sakte hai, upar screenshot dekhe facebook friends add karne ki 2 extension hai, aap chahe to facebook group me bhi ek click se add kar sakte hai sare friends ko apne group me, aur bhi extension hai jaise----
1-  Grammarly - ye ek English Spell Checking karne ki extension hai.

2 - AdBlock Plus - ye ek ad block extension hai, ise add karne se aap sare ads ko block kar sakte hai chrome browser me, aisi bahut sare extension hai web store me.

Ye article bhi padhe

Facebook page ki cover photo kaise bante hai.

Google map par address location aur business kaise add kare.

Online se paise kamane ki taike jane

Extension ko Enable- Enabled Aur Remove kaise kare 

Dosto aap jab bhi chahe ye extension ko aapne chrome browser se Enable - Enabled aur remove kar sakte hai, iske liye pehle aap apna chome browser home page ki upar right side me ek icon hai niche screenshot dekhe, uha par click kare.

Chrome Extension kaise remove kare
Click karte hi ek windrow open hogi uha se More tools par mouse pointer le jaye, uske baad Extensions par click kare, niche screenshot dekhe.

Chrome Extension remove karne ki tarike


Dosto extension par click karte hi aur ek windrow open hogi uha se Enable karke rakhne chate hai to rakh sakte hai, app jab chahe fir se Enabled kar sakte hai,aur aap remove karna chate hai to aap ye option par click karke remove kare, niche screenshot ko follow kare.
Chrome Extension ki puri details,

Dosto ye jankari sach me aapke pasand aaye to aapne friends ko bhi jarur share kare, kyu ki- apna dosto ko bhi kuch janne ko mile, to dosto ab chale. ?

  ------------


EmoticonEmoticon