Top 5 Computer/Laptop keyboard ki short cut method tips in hindi

Dosto aaj is article me Computer/Laptop keyboard ki kuch short cut method ke bare me jankari denge, ye short cut ke bare me janne ke baad aap computer me internet browsing aur bhi jo kaam hai wo aap jaldi se jaldi kar payenge, hamara computer use karneke liye sabse important do cheez hote hai ek keyboard aur dusri mouse, aaj is post me keyboard ki kuch short cut method ke bare me tips denge jo aapke liye faydeman ho sakte hai, to chale aage bade.

top 5 keyboard short cut method tips



Computer/Laptop ki Top 5 Short Cut Method

Dosto aap new computer/ Laptop kharide hai to ye jankari aapko bahut hi faydeman sabit ho sakte hai, jis ke waja se aap kam time me jada kaam puri kar payogi, aap just step by step foolow kare.


Website Jane Ki Short Cut Method 

Aap internet browsing karne ki wakt kai bhi website me direct jana chate hai jaise www.kaisejane.com aisi likh kar search karte hai jarur, lekin aap chahe to short cut se kai bhi website par ja sakte hai,uske liye just aapko us website ki name likhe fir baad me Ctrl +Enter dabaye, ab dekhe kya hote hai.



Teb Restore And Next Tab Jane ki Method

Aap jab computer me kyi kaam karte hai tab 3 se 4 teb open karne padte hai, lekin kabhi kabhi galti se kai ek tab closed ho jate hai lekin aap ko malum nehi hai wo kon si website thi, kabhi aisi paristit aaye to aap just Ctrl+ Shift + T dabaye, fir dekhe wo tab wapas aa gaye hai.aur next tab me jana chate hai to aap Ctrl + Tab dabaye fir dekhe ap next tab me ponch gaye hai.


Url/Link Copy Short Cut Method

Kabhi kabhi net browsing ki wakt kisi url/link ko copy karne padte hai, iske liye hum sab kya karte hai ? pehle mouse daba kar us link ko highlight karte hai baad me right click karke copy karte hai, aap chahe to ye kaam short cut se kar sakte hai, uske liye pehle aap Ctrl + L dabaye baad me mouse ki right click karke copy kare.



Also Read

Computer/Laptop me kaise software install kare

Mobile number aur Email Id ke bina Facebook account banaye

Junk File Delete Karne Ki Short Cut Method

Aap jab computer me net browsing karte hai us wakt bahut sare junk file computer ki hard disk me save ho jate hai automatically iske waja se hamare computer slow ho jate hai, aap chahe to ye sab junk file ko asani se hata sakte hai, uske liye aap just Windrows key + R dabaye, dabane ki baad ek chote windrow open hogi neche screen shot dekhe is pakar ki.

computer keyboard short cut method,

Ab ye jo search box hai uha par aap Temp ye %Temp% likhe baad me OK/ Enter jo bhi chahe wo dabaye, ab aap dekhe bahut sare junk file open ho gaye hai, niche screen shot follow kare.

junk file delete karne ki method

Ab aap Ctrl + A daba ke all select kare, uske baad Shift + Delete dabaye aur Enter kare, Enter karte hi ek our widrow open hogi is pakar ki, niche dekhe, uha se aap Yes par click kare, bas ho gaye hai junk file delete.

junk file delete method

 Last me kai windrow open huye to uha se aap Skip par click kare.

Refresh Short Cut Method

Aap jab computer me kaam karte hai to kuch time ke baad Refresh karte hai jarur, aur ye kaam aap widrows ki home page par mouse ki right click karke baad me refresh option par click karke karte hai,  aur ye kaam bar bar karne parte hai, aap chahe to windrows key + R dabaye baad me jo widrow open hogi,uha par box me Tree likhe aur Enter dabaye, aisi karne se aap ko bar bar refresh karne ki jarurat nehi hogi.

Dosto wakai me ye jankari aapko pasand aaye to mujhe bahut khusi hogi.aur ek baat-- ye jankari aap aapne dosto ko bhi jarur share kare, to ab chale--.

-------


EmoticonEmoticon