Aaj is article khas karke mare blogger dost ke liye hai, hum sab jante hai ki blog bana kar google Adsense se hum sab paise kama sakte hai, aur Adsense se jada paise kamane ke liye ek to blog site me jada traffic yani visitor aur dusre hai- jada page view, to aaj mai Adsense ki ek free service matched content ke bare me jankari denge, hum jante hai iske bare me article pehle se hai, lekin dosto adsense account update hone ki bad kuch change ho gaye hai is liye ye article aapke saat share karne ja rahe hai. to chale aage badhe step by step janne ke liye.
Matched Content Kya Hai
Dosto google ne ye service April 2015 me start ki hai. aap ek adsense publisher hai to pehle matched content ke bare me jarur suni hogi, jo abhi tak nehi jante hai uske liye bata dete hai, ye matched content hamare blog ka promotion ki kaam karte hai - matlab hamare blog ki article ko ek add ki rup me hamare blog me show karte hai aur iske jaiye jada se jada page view hote hai.
Matched Content Ads Approval Aur Fayde
Dosto matched content apne site ke liye approve hona utna aasan nehi hai, iske liye apne blog me jada se jada page view hona chahiye, aur ye page view jada se jada search engine se hona chahiye jaise Google,Bing aisi jo others search engine hai uha se, saat hi saat unique content bhi hona chahiye, aur fayde ki baat kahe to matched content se bahut sare fayde hai jaise.
1- Apki blog me page view abhi jo hai wo double ho jate hai saat hi saat aapki income bhi badh jate hai.
2- Premium Adsense publisher banne me ek kadam aage ja sakte hai.
3- Aapki blog ka value badh jate hai, kyu ki jo log matched content ke bare me jante hai wo samaj jate hai apne blog me kitne page view ho sakte hai, kyu ki aapke blog achhi nehi hote to google adsense aapki blog me matched content ads approve nehi karte. ab aap sanaj gaye hai mai kya kahena chate hai.
4 - Aagar aapke blog me ye service approved ho jate hai to apni blog ki ek naya rup aa jate hai, aur pehle se jada smart bhi lagte hai.
5- Aapne blog ki bounce rate bhi kam hote hai.
Matched Content Ads Approved hai ki nahi wo kaise pata kare
Dosto is article ki jo main point hai wo ab batane ja rahe hai, dosto aap ek Adsense publisher hai to aap jante hi honge kuch din pehle google ne adsense ki home page aur others category jo hai wo change ki hai, aur ye change ki waja se aap aasani se pata kar sakte hai matched content ads approved hai ki nehi aapne blog me. to chale kaise pata kare ye step by step jane.
Ye Article bhi padhe
Google plus se traffic badhaye blog ke liye
Apne blog me visitor badhane ki tips
Process No - 1
# Pehle aap aapne Adsense account par login karke open kare, uske baad jo home page open huye hai us page ki left side me Setting ki jo option hai uha par click kare.
# Ab aap My Site par click kare.
# Ab aap Matched Content par click kare, click karne ki bad agar kai site show kare to aap samaj lena aapki wo site approved ho gaye hai, niche screenshot dekhe.
Process No - 2
# Ye ek simple process matched content ads approved huye ki nehi wo janne ke leye, pehle aap laft side ki menu bar se My ads ki jo option hai uha par click kare.
# Ab aap New ads units par click kare, click karte hi niche screenshot dekhe aisi ek page show ho rahe to aap samaj lena aapke site me matched content ads approved ho gaye hai.
Matched Content Ads Kaise Banaye Aur Blog Me Add Kare
Dosto ye ek simple process hai bas aap matched content option se Select par click kare -- upar screenshot dekhe. select par click karte hi - niche screenshot dekhe - aisi ek ek page open hogi, ab app pehle Ad unit name dale, Style me kuch change karna chate hai kare nehi to jaise hai waise hi rahene de, aur Size ka kuch change karne chate hai to kare nehi to jaise hai waise hi rahene de, ye appki marji. last me Save And Get Code par click kare, ab aapko jo code milegi usko copy karke blog me jaha add karna chate hai kare- jaise mai side bar me add ki hai, ye to aap jante hi hai kaise ad code add karte hai blog me.
Dosto mere umid hai ye jankari aapko pasand aayegi, sach me ye jankari aapko pasand aaye to apne dosto ko bhi share karna na bhule, to mere blogger dosto ab mai chale.
--------

EmoticonEmoticon