Dosto aaj is article me ek 3D photo editing android apps ke bare me details jankari dene wale hai, aapke pass ek android smart phone hai to aap ye aaps ki madat se 3D photo, poster photo,Frame photo, magazine photo,PIP photo and others photo bana sakte hai, aur is photo me apne andaj se kai emotion bhi add kare sakte hai, dekha jaye to ye aisi ek apps hai jiske madat se aap ek normal picture yani photo ko naya look de sakte hai, to chale wo apps ki name aur kaise use karte hai wo jane.
Apps Ki Name Aur Use Karne Ki Tarike
# Dosto ye android apps ki name hai Collage Maker 3D - jaldi hi ye apps ko google play store se download kare, ye apps ki Mb thora sa lambe hai, ye jitne lambe mb ki hai iska kaam bhi utna hi badiya hai.
# Dosto ye apps kaise use karte hai ye janna chate hai to main kahuga ki ye ek simple process hai, pehle aap is apps ko install kare uske bad apne mobile me open kare, open karte hi ek Start option najar aayegi app uha par click kare.
# Start par click karte hi aur ek naya page open hogi aur uha par aap kuch option dekh payogi jaise - 3D Collage,Poster, Frames,Mag,PIP, and More apps, ab apne picture yani photo ko jaise look dena chate hai wo select kare matlab aap apne photo ko 3D photo banana chate hai to aap 3D collage option par click kare.
# Click karte hi aur ek page open hogi, ab aap uha par 6 label ki grid dekh payogi - sidhe bhasa se kahe to aap ek face ko 2 ya 3 aisi karke aap 6 face bhi bana sakte hai, iske liye ye page ko scroll down kare matlab upar se niche aaye, ab aap jisko select karna hai us par click kare.
# Click karte hi Album ki ek naya page open hogi uha se app apne pasand ki picture yani photo select kare uske baad mobile screen ki niche Done ki jo button hai uha par click kare, click karte hi aur ek naya page open hogi, ab aap mobile screen ki niche folloow kare, uha par app bahut sare option dekh payogi, uha se aap apne pasandita background select kare.
# Aap chahe to kai bhi extra Emotion bhi add kar sakte hai, uske liye is page ki niche right side me ek Icon dekh payogi aap uha par click karke kai bhi emotion add kar sakte hai aapne picture me.is apps ka use karna bahut hi simple hai is liye kai screenshot nehi di hai, aap just ek bar ye apps ko play store se download karke open kare, aur ye simple tricks ko follow karke aapne photo ko 3D look de sakte hai, aap chahe to aur bhi look de sakte hai.
Ye article bhi padhe
Bigo Live android apps ki puri details
Google map par address/location aur business kaise add kare
Agar ye best photo editing android app ka jankari aapko pasnad aaye to apne dostko bhi jarur share kare, aapna dost bhi iss app ke bare me jaan paye.
------

EmoticonEmoticon