Neend ko bhagane ya kam karne ka tarika- is topic ko lekar phle ek sawal aapko karne chate hai wo hai-- aap kyu neend ko bhagana ya kam karna chahte hai? kya aapko bahut sare kaam karne hai,kya aapko jyda time tak padhai karne hai, aisi kuch jawab aapko hai to chaliye jante hai neend ko kaise bhagaye ya kam kare, saat me ye bhi jane neend ko jyada bhagane se health ki upar kya effect pad sakte hai, just step by step follow kare.
Neend ko Bhagane Ya Kam Karne ka Tarika
Aap chahe to ye kuch simple tarike se neend ko kam ya bhaga sakte hai, aur ye tips aapke liye jyada kathin bhi nehi hai, lekin kuch simple karan se aap kabhi bhi neend ko bhagane ka kosis na kare, kyuki neend ko bhagane se aapke health ke upar effect pad sakte hai, to chaliye dekhte hai kaise neend ko bhagaye, just niche step by step follow kare.
1 - Aap raat me padhai ya kai important kaam karne chahte hai is liye neend ko bhagana chahte hai to wo aap aasani se bhaga sakte hai, raat me jab padhai ya kai kaam karne ki waqt neend aaye to aap us time aap jo jagha par baithe kaam kar rahe hai wo jagha se uth jaye, uske baad 5 mit ke liye edhar udhar ghume, aankhon par paani ke chinte mare, ye 2 tarike aapnaye to tunrant hi neend bhag jayegi, aur jab neend bhag jaye tab aap aapne padhai ya kaam paui kare, hai na aasan tarike.
2 - Aap neend bhagane ke liye chai ya coffee peeye- ye bhi ek bade tarika hai neend ko bhagane ka, kyuki chai ya coffee peene se sarir ke aandar energy badh jate hai, sarir se alaspan dur ho jate hai, jab alaspan dur ho jayegi tab aankhon se neend bhi bhag jayegi.
3 - Raat ko halke khana khaye - Raat ko halke khana khaye,jaise roti khaye, Rice se dur hi rahe,kyuki rice khane se jada neend aate hai, is liye raat ko halke khana hi khaye, khane ke baad jada paani bhi peeye, ye tarike aapnaye neend kam karne ke liye.
4 - Kabhi kabhi din me bhi bahut jyada neend aate hai, dekha jaye to din me neend aate hai raat me puri neend complete na hone ki waja se, kyuki 24 ghante me kamse kam 8 se 9 ghante tak neend ki jarurat hote hai, fir bhi aap din me neend ko bhagane chahte hai to aap bistar se dur rahe, ek jagha par jyada taime baithe baithe kai kam na kare, ho sakhe to subha hi naha kar fresh ho jaye, fir bhi neend aaye to aap ghar se bahar aaye aur dhup me kuch minto tak rukh jaye, aisi kuch simple tarike se neend ko bhaga sakte hai.
5 - Kabhi kabhi bus ye train me safar karne waqt neend aate hai wo aap chahe ya na chahe, safar karneke waqt aap neend ko bhagane chate hai to aap us time aapke aasa paas jo log baithe hai uske saat batein kare, aap bus ya train ki windrow se bahar ka seen scenery dekhe, ho sakhe to kuch achhi batein ko yaad kare, pani ki bottle saat me rakhe jab neend aaye to aankhon me thorasa paani ke chinte mare, aur paani bhi peeye,aisi kuch simple tarike se neend ko bhaga sakte hai, aap safar karne ki waqt neend ko bhagane chahte hai to ye tarika aapnaye.
Ye bhi jane
Tamatar khane ke fayde in hindi
6 - Alas ko dur kare - neend aane ki sabse bada waja hai alaspan, yes aapke aandar jyada alaspan hai to jyada neend bhi aayegi, is liye sabse pahle alas ko dur hataye, alas dur karne ka upay janne ke liye ye article padhe, is article ko read karne ke baad aap aasani se alas ko dur kar sakte hai.
Jarurat Se Jada Neend Ko Na Bhagaye
Aap padhai ya kaam ke waja se neend ko bhagana chahte hai wo achhi baat hai,lekin har insaan ko neend ko bhi jarurat hote hai, kya aap jante ho- ek insan continue 20 days jaghte rahe to uska mout bhi ho sakte hai, is liye neend ko bhagane ka kosis kare lekin jada bhagane ka kosis na kare. jada time aap neend puri na karne se health ke upar effect bhi padte hai.
Aagar aap raat me neend ko bhagane chahte hai to upar diye huye tips ko follow kar sakte hai, lekin raat me jitne time neend ko bhagaye hai wo time tak neend puri kare kai bhi time par, 1 ye 2 din neend puri na kar sakhe to kai baat nehi hai,lekin har time na kare.
--

EmoticonEmoticon