Android Guide - Mobile phone ko virus attack se kaise safe rakhe tips in hindi

Android guide - kya aap ek android mobile user ho?kya aap aapna android mobile phone ko hamesha virus attack se safe rakhna chahte hai, ye sab sawal ke jawab yes hai to aap ye article ko dhan se padhe, kyuki is article me android phone ko kaise safe rakhe uske kuch tips dene wale hai, to chaliye jante hai android mobile phone ko kaise hamesha safe rakha jaye.

Android,Mobile,Guide,


Android Guide

kya aap kabhi socha hai aapke paas jo jyada price ke android phone hai wo kabhi bhi virus attack ho sakte hai, aap soche ya na soche lekin aapke phone kabhi bhi aisi ho sakte hai, Actually virus attack aapne aap nehi hote hai,aapki galtio ke waja se hote hai, aagar aap kai galti na kare to aapke phone hamesha safe rahate hai, lekin dekha jaye to aisi galti hamesha ho jate hai.


Android Mobile Kaise Virus Attack Hote Hai

1 -Is time online income ke bare me bahut sare log jante hai, iske fayde uthate huye bahut sare android app lunch huye hai jo paise kamane ke offer karte hai, lekin ye jo aap paise kamane ki offer karte hai uska kuch condition bhi rahate hai, jaise pahle wo aap ko aapne phone me install karne hogi, uske baad us aap ke aandar aur bhi jo aap dekhai degi wo instaal karne hogi, jitne app aap install karogi us hisab se paymant milegi, dekh jaye to is condition ki waja se sabse jyada phone hack yani virus attack hote hai.

2 - Aap ek android user hai to kai na kai app jarur install karte hai play store ya kai others source se, jab kai apps aap download karte ho uske baad phone me install karte hai tab aapke phone virus attack ho jate hai, virus attack ho jana matlab aapke phone hack ho jana. is liye aap jab bhi kai source se app install kare uska rating kya hai wo jarur dekhe, uske baad hi kai app install kare.


 3 -Aap phone ki junk cleaner app-apps locker-camera-talking tam jaise app se dur rahe to bahatar hai,kyuki iss type ke app me sabse jyada virus hote hai.

Virus Kaise Kaam Karte Hai Phone Ke Aandar

Jab aap kai virus attach aap ko install karte hai tab aapke phone ko automatic root kar lete hai ye virus, uske baad ye virus attach app aapke phone me Built In aap ki tare save ho jate hai. save ho jane ke baad wo aapna kaam start ka dete hai, jab ye virus aapna kaam start karte hai tab aap khud dekh payogi, aapke phone misbehave karegi yani phone hang ya slow ho jayegi, bahut sare app automatic install hogi mobile me, jab aisa hogi tab aap sanaj lena phone virus attack ho chuke hai.

Ye bhi jane

Best 3D photo editing android app ki details in hindi

Best 5 android app ki jankari


Aagar aapke phone me aisi virus attach app install ho jaye to aap kuch nehi kar payogi, kyu ki phone ko factory reset karne se bhi ye aap uninstall nehi hote hai, is liye kai bhi app install karne se pahale us app ka rating kya hai,log ye app ke bare me kya kya comment ki hai wo dekhe, uske baad hi kai app install kare.

Virus Attack Hone Se Kis Ko Fayde Hote Hai

Android phone virus attack hone se aapka kai fayde nehi hote hai, sabke sab nuksan hi hote hai,kyuki aapke phone virus attack hone par wo phone ko aap thik tare se use nehi kar payogi,lekin fayde to us logo ko hote hai jo ye virus attach app banate hai, ek virus app se wo lakho corer kamate hai.abhi tak sare world me bahut sare android phone me virus attack ho chuke hai.

Aagar android phone ko hamesha safe rakhne chahte hai ye tips ko yaad rakhe, iske elaba bhi kuch galti ke waja se aapke android phone virus attack ho sakte hai is liye aap Android phone ko virus se kaise bachaye ye article ko bhi jarur padhe, ye dono article padhne ke baad aap aasani se aapna android phone ko virus attack se safe rakh sakte hai.


---


EmoticonEmoticon