Is article me Google ko sahi tarike se kaise use kare uska kuch tips dene wale hai, aagar aap google use karte hai to ye tips aapke liye faydeman sabit ho sakte hai,actually ye tips follow karke aap google se better information pa sakte hai,aur kuch extra jankari bhi pa sakte hai,to chaliye google use karne ka kuch important tips ke bare me jane.
Google Ko Kaise Use Kare Sahi Tarike Se
1 - Google par kai bhi topic search karne ke liye Specific keyword likh kar hi search kare,aagar aapko kai content read karne hai aur wo content konsi website me hai wo bhi aapko pata hai to aap direct information pane ke liye keyword ke saat website ke name bhi add kar sakte hai, jaise keyword/www.kaisejane.com is pakar likh ke search karne se aap aasani se us website par ponch sakte hai.
2 - Aap kai bhi English word ko hindi ya kai others bhasha me translate karna chahte hai to google par jaye aur search box me jo word ka translate karne chahte hai wo likhe,uske baad translate hindi/others aisi likhe,kuch is pakar ki -- Book translate hindi aisi likh kar search kare.
3 - Aap chahe to google ko Stop Watch ke liye use kar sakte hai, kai bhi kaam ke liye aap fixed kai time - jaise 1 mit 10 second aisi kuch time chahte hai to aap google ko use kar sakte hai, aagar aap 1 mit 10 second chahte hai to aap google search box me 1m 10s timer aisi likhe search kare.
4 -Aagar aap news ke bare me janna chate hai aap google par news likh kar search karte ho,uske baad bahut sare news aapke paas aa jate hai, aagar aap aasani se kai bhi topic par jana chahte hai to google tab ka use kare, kaise use kare-- simple process pahle aap kai bhi topic google par search kare, search karne ke baad jo page open hogi uha par aap search bar ke niche dekhe All,News,Videos,Maps,Images, is tare ki tab dekh payogi, aap jo topic search karna chahte hai ohi tab par click kare.
5 -kya aap jante hai google me aap jo bhi search karte hai ya kai bhi videos dekhte hai wo sabhi activity google save rakhte hai,Aagar aap aapna activity ke bare me janna chahte hai to wo aap aasani se pata kar sakte hai, pata karne ke liye aap pahle Settings par click kare -upar screenshot dekhe,setting par click karte hi ek small windrow open hogi uha se aap My Activity click kare.
6 -Aagar aap Currency Convert yani 1 doller = kitne rupee hai ye janna chahte hai to google par jaye aur 1 Dollar to Rupee likh kar search kare.
Ye bhi jane
Social media side effect on mental health in hindi
7 - Aagar aap kai jagha ke Weather janna chahte hai to just google search box me weather in up,weather in mp,weather in Delhi aisi likh kar search kare, aap jo jagha ke wrather janna chahte hai wo jagha ke name dal ke search kare.
Dekha jaye to google asali me kya hai aur kya kya service google ke paas hai wo bahut hi kam log jante hai, jyada se jyada log google ko ek search engine se hi jante hai, logo ko kisi ke bare me janna hai to wo google par search karte hai, aagar aap google ke aur sercive ke bare me janna chahte hai to Google Service is link par click karke jaan sakte ho.
--

EmoticonEmoticon