Hamesha Khush Kaise Raha Jaye, aagar aap is article ko padh rahe hai to aap hamesha khush rahana chahte hai,kyuki is time kai bhi insan jyada khush nehi hai,lekin aap chahye to hemasha khus rahe sakte hai, uske liye aapko kuch tips follow karne hai,to chaliye jante hai kya kya tips follow karne se hamesha khush rahe sake.
Hamesha Khush Kaise Raha Jaye
# Ek manushya jab mata ki pet se janam lete hai tab wo nehi jante hai wo bade hokar kitne khush rahe sakte hai,lekin wo manushya jab bade ho jate hai tab khush rahane ke tarike dhundte hai, kyuki wo jab bade ho jate hai tab jakar khushi kya cheez hai wo samaj pate hai.
# Hum sab actor hai,iss duniya me hum sab acting karne aaye hai 60 se 70 saal acting karenge uske baad chale jayenge, aap dekhe hogi film me ya tv serial me ek actor kabhi hanste hai to kabhi kabhi rote bhi hai, aur kabhi kabhi bahut khush bhi rahete hai, is tare hamare zindagi bhi ek film ke tara hai, eha par bhi kabhi hansna hoga to kabhi rona bhi hoga, aagar aap ye sach ko mann se man lete hai to aap jyada se jyada khush ho payenge.
# Kabhi log dusre log ke bare me jyada sochte hai - jaise uske paas ek achhe si house yani ghar hai mere paas kyu nehi hai,uske paas ek achhe car hai mere paas kyu nehi hai, wo log kitne khush hai hum kyu nehi, aagar aisi soch me aap lage rahe to aap khush nehi rahe sakte, aap just ye sochiye ki aapke paas jo bhi hai usse aap khush hai, just ye soch aapne mann me lene se aap jyada khus rahe payenge.
# Past is past - jo ho gaye uske bare me jyada nehi sochna chahiye, present aur future ke bare me hamesha sochne chahiye, kyu ki past ke bare aap jyada sochogi to aapke health ke upar bhi effect padegi aur aagle kai bhi kaam aap nehi kar payogi, is liye aap khush rahane chahte hai to past ko bhul jaye aur present and future ke bare me sochiye.
# Aap khush rahena chahte hai to kai bhi problem ko turant solve kare,wo problem ghar ki ho ya bahar ki ho,kyuki jab tak kai problem solve nehi hogi tab tak aap jyada tension me rahogi, aur tension me kai bhi khush nehi rahe sakte hai, is liye problem jo bhi hai usko jitne jaldi ho sake solve kare.
# Aagar aap life me jyada se jyada khush rahana chahte hai to kai bhi bude logo ke saat jude na rahe, aur aap bhi kai bude kaam na kare,kyuki jo bude kaam karte hai uske aandar hamesha daar rahate hai, is daar ki waja se wo kabhi khush nehi ho pate.
# Aagar aapko bhagwan par biswas hai to usko har din yaad kare, bhagwan ko yaad karne se aatma ko sukun milte hai,iske waja se aap khusi pa sakte hai.
Ye bhi jane
Bhagya chamkane ke upay in hindi
# Aagar aap khush rahana chahte hai to dusre logo ko help kar sakte hai,wo kai bhi pakar ki help ho sakte hai,kyuki dusro ko help karne se duya milte hai, aur us duya se aapko khushi milte hai.
Mata -Pita bhagwan ka rup hote hai,is liye jo log aapne mata pita ko jyada khushi dete hai ohi log sabse jyada khush rahe pate, aap jyada se jyada khush ranana chahte hai to aapne mata pita ko dher sare khushi de, jo log aapne mata pita ko gham dete hai wo zindagi me kabhi khush nehi ho payegi.
# Actually kai bhi insan hamesha khush nehi rahe sakte hai,kyuki jaha par khusi hai uha par gham bhi hote hai, jaise sum ke baad subha hote hai waise hi hamare zindagi me bhi kabhi khushi aayegi waise hi kabhi gham bhi aayegi ye kudrat ka khel hai, aisi aapke saat bhi hogi ye aap mann se man lijiye, aisi aapke saat bhi hogi aagar aap ye baat ko mann se man lete hai to aage jakar kai bude din aaye to aap khud ko samahal payogi,aur jitne jaldi khudko samahal payogi utne hi jaldi khusi wapas aayegi.
--

EmoticonEmoticon