Kya Aap Confuse Ho?Jindagi Me Kya Kare Aur Kya Na kare- Janiye Hindi Me

Jindagi me kya kare aur kya na kare? aagar aap aisi confuse yani ulajhan me hai to ye article ko follow kar sakte hai,kyuki is raticle me aisi kuch tips share karne jaa rahe hai,jaha se aap khud ek decision par aa sakte hai jindagi me kya karna chahiye aur kya nehi karna chahiye, jindagi aapke hai decision to aapke hi lene hogi, log to just suggest hi kar sakte hai, aisi kuch batein jo is article me suggest karne wale hai,to chaliye jante hai- jindagi me kya kare aur kya na kare.

 Confuse,kya kare or kya na kare,


Jindagi Me Kya Kare Aur Kya Na Kare

Hum sab jab bachhe rahete hai tab kya achhe hai aur kya bure hai uske pata neni chalte hai, kyuki bachpan me jyada se jyada galtiya maaf ho jate hai,lekin jab bade ho jate hai tab kai bhi kaam soch samaj kar hi karne padte hai, kyuki ab aap bade ho gaye hai.


Jab bade ho jate hai tab jyada se jyada insan jindagi me kya kare aur kya na kare ye sochne lagte hai, aagar aap ek acche insan banna chahte hai to,aagar aap ek successful insan banna chahte hai to,aagar aap ek achhe jindagi gujar na chahte hai to, aagar aap ek bade mann ke insan banna chahte hai to, aagar aap jeevan me kuch aachhe kaam karke jana chahte hai to, niche diye huye batein ko dhan se padhe.

 Confuse Yani Ulajhan - Jindagi Me Kya Kare

Dosto sab se pahle ek achhe insan bane, ek achhe insan banna bahut hi muskil ka kaam hai,lekin insan chahe to kuch bhi kar sakte hai aur ek achhe insan bhi ban sakte hai, aagar aap achhe insan banna chahte hai to just ye kuch step follow kare.


1-  Jindagi me kisi ke saat galat na kare,aur kisi ko galat kaam na karne de, aagar aap kisi ke saat kai galat ki hai to aap ek acche insan kabhi neni ban payenge.


2- Aagar ho sake to kisi ko madat kare, lekin kisi ke saat galat na kare, madat na kar sakhe to kai baat nehi hai,kyuki har log time ya paise ya others problem ki waja se madat nehi kar pate.


3 - Kam umar me log bahut sare galtiya karte hai, aur is time internet ke jariye ye galtiya jyada log kar rahe hai,jaise kisi ko blackmail karna aisi bahut sare galat kaam kar rahe hai, aagar aap sach me ek achhe insan banna chahte hai to aisi galtiya kabhi bhi na kare, kyuki ye kaam kai acche insan ki nishan nehi hai, jo log aisi kaam karte hai wo jindagi me kuch bhi papt nehi kar sakte hai.

Ye bhi jane

kya aapke hatheli me M mark hai

4 - Aapke umar se jyada umar ke logon ko samman kare,aur umar se chhote hai to usse payar se baat kare, ek achhe insan banne ki sabse bade nishani ye hai,aagar aap bade logon ko samman kare aur bachhe ko pyar kare to log hamesha ek acche insan ke rup me pahchanegi aapko.


5 - Jyada paise rahane se kai achhe insan nehi ban pate hai-ek achhe insan banne ke liye ek bade mann hone ki bhi jarurat hote hai, jaise-- aagar aapke saat kai log galtiya kare to usse maaf kare,dubara aisi galtiya na kare aisi shalha de, aisi karne se wo log bhi ek aache insan banne ki kosis karegi aur aap bhi uske najar me ek aachhe insan ban jayogi.


6 - Success ke pichhe na bhage- yes -ya galtiya jyada log karte hai, aagar aap jindagi me success pana chahte hai to kabhi bhi success ke pichhe na bhage,aap just aapna kaam mann se karte rahe success aapne aap aapke paas aayegi, aagar aap success ke pichhe bhagte rohogi to success bhi aap se jyda teji se bhagte rahegi, tab success ko pakar na mushkil ho jayegi,aur aap tension me pad jayogi, aur jyada tension lene se aap tanav ke shikar ho jayogi. is liye aap just aapna kaam mann se kare.


7 - Mata- pita ko hamesha khush rakhne ki kosis kare- saat hi saat aapne puri family ka bhi bojh uthane ki kosis kare, har insan puri tare se bojh nehi utha pate lekin kosis karne chahiye,kyuki kosis karne se aapke family bhi khush honge, aap puri tare se bojh nehi utha paye lekin aapke kosis ke waja se family ke har log khush honge, aisi karne se aap ek jimmedar insan ban payenge.

Confuse Yani Ulajhan - Jindagi Me Kya NA Kare

Dekha jaye to ek insan ke jindagi me bahut sare galtiya ho jate hai, kyiki insan ke jindagi me kabhi kabhi aisi paristit aa jate hai wo jaan bujh ke galtiya karte hai, aisi karne se baad me usko pastana bhi hote hai, lekin kya kare ho jate hai, fir bhi aisi kuch galtiya hai jaha se hamesha door hi rahe, jaise--

1 - Jindagi me kai bhi illegal kaam se jude na rahe, aagar aap kisi illegal kaam se jude rahe to jindagi me kabhi khushi se jee nehi payenge, hamesha ek dar aapke aandar rahe jayegi.


2 - Jindagi me kabhi aapse jyada umar ke logon par haat na uthaye, wo aapke mata pita ho ya others kai bhi insan ho, kabhi bhi aisi galtiya na kare, aisi karne se kai bhi maaf nehi karenge, bhagwan bhi nehi,is liye aisi galtiya jindagi me kabhi na kare.


3 - Aagar aapke aas paas kai successful insan rahete hai to usse salaha le sakte hai success pane ke liye, lekin kabhi bhi us safalta pane insan ko kai nuksan karne ke bare me kabhi bhi na soche, aagar aap kai nuksan karne ke bare me sochte hai to aap bade galti kar rahe hai,aisi karne se us bakti ka kuch nehi hone wale hai, lekin aapka nuksan jarur hogi, is liye aisi galtiya jindagi me kabhi na kare.

Ye bhi jane

zarurat se jyada kabhi kisi par bhosha mat karo

Jindagi me kya kare aur kya na kare - iske suggestion sayed aapko mil gaye hai,Aisi bahut sare kaam hai jo logo ko kai vale na ho aisi kaam na kare,kyuki aachhe logo ke saat hamesha achhe hi hote hai,aur bude logo ke saat hamesha bude hi hote hai, iss liye aap hamesha ek achhe insan ban ke rahene ki kosis kare. umid hai ye suggestion aapko pasand aayegi aagar aap confuse me hai to.

---- 


EmoticonEmoticon