Dosto iss time safety banking yani aapne bank account ko hamesha safe rakhne hogi, aagar aap safe na rakhe to kisi bhi time aapna mahnat ke money gayeb ho sakte hai, dekha jaye to iss time aur bhi bahut sare tarike hai cash transfer aur cash receive karne ke liye- jaise net banking, Paytm se, Upi, Bhim app, lekin dosto ye sab use karne ke liye ek bank account ki jarurat hote hai. to chaliye dosto aapna bank account kaise hamesha safety rakh sake wo details me jane.
Banking Safety-Account Aur ATM Safety.
Aagar aapke pas kai bank account hai to aapne bank account ka details aur atm card ka details kisi ko bhi na de, aagar kai aanjan log aapne mobile par phone karke aapna bank khate ki details chahe to bhul karke bhi sare jankai na de, kabhi kabhi bank manager ki name karke bhi kai cheater aapko phone kar sakte hai, aagar bank manager ke name lekar kisi ne phone karke bank account ya atm ke pin number details chahe to galti se bhi sare details na de,kyuki bank se aisi phone call nehi ate hai.
Aagar aap har time atm use karte hai to aapna atm card ko hamesha safe rakhne ki kosis kare,kyuki is time har atm counter safe nehi hai,aagar aap janna chahte hai atm kaise use kare sahi tarike se to aap is article follow kar sakte hai, aagar aap atm card ko sahi tarike se use na kare to kisi bhi bakt aapne paise gayeb ho sakte hai.
Cheque Book Safety
Aggar aap cheque book use karte hai to eha se bhi safe rahene ki kosis kare, jaise kai aanjan logo ko aapne cheque book na dekhaye, kabhi kabhi aisa bhi hote hai ki -- news paper me add dete hai loan pane ke liye, aagar aap us news ko dekh kar loan pane ki kosis kare to jara hoshiyari se aage badhe, kyuki is type ke add jo log dete hai jyada se jyada log Cheating karte hai aapke saat, aur wo cheating ka jariya hai aapke ye Cheque,is type ke log loan dene ke bada karke aapke paas se ek blank cheque lete hai, aur ek extra category ke pen se money ke amount aur ek signature karwa lete hai aapke cheque ki upar, baad me wo amount change karke bank se aapke paise receive kar lete hai.
Net Banking Safety
Net banking karne se bahut hi fayde hai,jaise aapne ghar baithe aap bank ki har kaam kar sakte hai,lekin aapko hamesha safe rahena hoga,kyuki aapke ek galtio ke waja se aapne mahnat ke paise kisi aur ke haat me ja sakte hai, lekin aap chahe to just kuch security tips follow karke aap hamesha safe rahe sakte hai,jaise---
1 - Computer ya smart phone jo bhi device se aap net banking kare us device me hamesha ek achhe anti-virus install rakhe, aap chahe to India government ke free anti-virus use kar sakte hai, ye anti-virus aapke liye faydeman sabit ho sakte hai.
2- Strong password aur bhi long rakhe jaise -- 548%%33##)$$24 -- 90043@@***11## kuch iss pakar ki, aagar aap jyada se jyada net banking karte hai to mahine me ek baar password change kare.
3 - Computer ya smart phone jo bhi device se net banking kare lekin kaam puri ho jane ki baad aapne jis browser se net banking ki hai us browser ki history delete kare, history delete karne se sare browsing history delete ho jate hai fir aap safe bhi rahete ho.
Ye bhi jane
Wifi password kaise pata kare pc ya laptop se
4 - Aagar aap mobile ya laptop se net banking karte hai to kabhi bhi free wifi na use kare, jaise kisi railway station jaha par free wifi hai,kai sopping mall jaha par free wifi ha, aisa jaha par bhi free wifi hai wo wifi use karke net banking na kare.
Aagar aap safety banking yani safe Banking karke aapna money safe rakhna chahte to aisi kuch simple tips hamesha follow kare, ye tips follow karne se aapke paise hamesha safe rohegi.
--

EmoticonEmoticon