Hello friends aap sab kaise ho? achhe hi honge.-- iss time jo log internet use karte hai laag vag sabhi ko pata hai vpn name ke bare me,lekin jyada se jyada log abhi tak nehi jante hai vpn ke bare me sare details,jaise vpn kya hai,kaise use kare,vpn use karne se kya fayde hai aur kya nuksan hai, to chaliye is article me VPN (Virtual Private Network) ke bare me details jane.
VPN Kya Hai
VPN ke full form virtual private network hai,ye ek aisi network hai jiske madat se aap aapne safety ke saat internet browsing kar sakte hai, aap vpn use karke hamesha safe zone me rahe sakte hai, aap chahe to kai blocked website ko iss vpn ke madat se open kar sakte hai,aap chahe to isko free me bhi use kar sakte hai, vpn service paid bhi hote hai, aap pc/ laptop ya smart phone me aasani se vpn use kar sakte ho, smart phone me use karne chahte hai to bahut sare free vpn app google play store me majud hai. aap just free vpn likh kar play store me search kare. achhe rating hai jis vpn aap ka us app ko install karke use kar sakte hai.
VPN Kaise Use Kare
VPN use karna bahut hi easy hai,pahle aap ek free vpn app aapna smart phone me install kare, uske baad vpn app ko open kare,ab aap jis server se judna chahte hai wo select kare, select karne ke baad connect hone ke liye ek option hogi uha par click karke aap connect ho jaye. dekha jaye to jitne bhi free vpn app play store me hai sabhi se connect hone ki process same hi hai, vpn se connect hona bahut hi easy hai aap just try kare ho jayegi.
VPN Use Karne Se Kya Fayde Hai

Dekha jaye to vpn use karne se bahut sare fayde hai,lekin ye fayde kai achhe kaam ke liye nehi hai,kyuki jayda log vpn ko use karte hai illegal kaam karne ke liye aur khud ko chupane ke liye, jaise aalag county ke kai website india me band hai jisko aap normally nehi open kar sakte hai,lekin aap vpn use karke us website ko open kar sakte hai.kyuki vpn use karne se aapke original IP address hide ho jate hai aur ek virtual address tairar ho jate hai,is liye kuch bhi pata nehi chalte hai kon is website ko use kar rahe hai.
Vpn Use karne Se Kya Nuksan hai
Abhi tak vpn use karne ka fayde ke bare jaan chuki hai, aur isko aap free me bhi use kar sakte hai,lekin dosto vpn use karne se jitne fayde aap upar se jane usee kai guna jyada nuksan hai vpn use karne se, ab aapke mann me sawal aa gaye hai - kya nuksan ho sakte hai, chaliye jante hai kya kya nuksan ho sakte hai aagar aap jyada vpn use kare to----
1 - Aagar aap normal ek internet user hai to aap vpn ka use nehi kare, kyuki aapke liye ye kai fayde ke nehi hai,aagar aap hobby se isko use karna chahte hai to mere shalh hai aap kabhi bhi vpn use na kare,kyuki aap hobby se isko use karogi to ek na ek din aap government dara target ho jayogi. kyuki ye dunia bahut change ho chuke hai,log iska lagat fayde uyhate hai, aagar aap vpn network ko jyada use kare to aap problem me pad sakte hai.
Ye bhi jane
Ye bhi jane
2- kuch log samajte hai vpn use karne se internet par jo bhi galat kaam kare kuch bhi nehi hogi,wo hamesha safe rahagi, lekin ye soch thik nehi hai,kyuki vpn use karne se IP address hide ho jate hai ye sahi baat hai,lekin jo bhi log vpn use karte hai us vpn ke server me uske sare ke sare information save ho jate hai. aagar kai county ke government chahe to kisi ka bhi details jaan sakte hai.
3 - kabhi kabhi log Paid vpn use karte hai jyada safety ke liye, wo log sochte hai paid vpn use karne se jyada safety milegi, aisi kuch bhi nehi hai - jo log galat karte hai wo pakar jayegi aagar us desh ke government chahe to, public ko dhoka de sakte hai lekin government ko nehi, kisi ko target kare to any time uska sare information jan sakte hai.
Is liye aap hobby se vpn use karna chahte hai to kare lekin jyada use na kare,aur kabhi bhi vpn use karke kuch galat kaam karne ke bare me na soche, to dosto vpn ke bare me details jan gaye hai,ab aap choose kare kya karna hai.
--
EmoticonEmoticon