Google chrome browser ke bare me to aap jante hi honge,kyuki sare world me sabse jyada internet user iss browser ko hi use karte hai,actually iss article me mai google chrome browser ke kuch tips and tricks aapke saat share karne wale hai,mere umid hai ye jankari aapko jarur pasand aayegi, ye tips and tricks janne ke liye aap just step by step iss article ko follow kare.
Google Chrome Tpis And Tricks- 1
Dosto aap chahe to chrome browser se calculator ki kaam kar sakte hai aasani se, hum jante hai aur bhi bahut sare option hai jiske jariye aap calculator use kar sakte hai,lekin aap pc ya laptop par kaam kar rahe us wakt calculator ka use karna pade to chrome browser se aap asani se use kar sakte hai.
Calculator use karne ke liye aap just chrome browser open kare,uske baad search bar me jo number calculate karna chate hai wo likhe, likhne baad turant hi result aap dekh payogi,niche screenshot follow kare, iss pakar ki result aap dekh payogi.
Google Chrome Tpis And Tricks-2
Aap chahe to pc ya laptop par mobile view me web browsing kar sakte hai google chrome browser ki madat se, pc ya laptop me kai web page ka mobile view dekhne ke liye pahle aap aapna pc ya laptop par chrome browser open kare,uske baad jo web page ya web site ko mobile view me dekhna chate hai usko open kare.
Ab aap aapna pc ya laptop ke keyboard se F 12 key dabaye, F 12 key dabane se ye web page divide ho jayegi,uske baad aap keyboard se Ctrl+Shift+M ek saat dabaye ya aap ye option par click kare,niche screenshot follow karke.
Aap aapna pc ya laptop ka keyboard se Ctrl+Shift+M dabane ke baad aap web page mobile view me dekh payogi, default rup se aap responsive page dekh payogi, aagar aap others kai mobile me ye web page ko dekhna chate hai to niche screenshot follow karke aap others mobile view select kar sakte hai, eha par bahut seare band ka mobile hai jisko aap select kar sakte hai.
Aap chahe to ye page ko change bhi kar sakta hai,page ko change karne ke liye aap just 100 % icon ke paas jo option hai us par click kare,uske baad aapne hishab se % select kare, upar screenshot follow kare,aap aasani se samaj jayogi. iske elaba others kai mobile devise me dekhna chate hai wo bhi aap select kar sakte hai, uske liye aapko Edit par click karna hai.
Edit par click karte hi ek naya page open hogi, niche screenshot dekhe - iss pakar ki, aap eha se naya mobile devise select kar sakte hai, uske liye aap Add custom devise par click kare, uske baad jo devise name ke box open hogi uha par devise ke name add kare,uske baad Add par click kare, bas ho gaye new devise add, ab aap iss devise select kare karke web page ya web site ko dekh sakte hai.
Also Raed
Bigo Live App ki Puri Details Jane Hindi Me
Dosto umid hai hamare ye google chrome browser ka tips and tricks aapko pasand aayi hogi.
---

EmoticonEmoticon