Internet Addiction - Good And Bad Effects Of Internet In Hindi

Internet addiction iss time kam ya jyada logon me hai, dhiree dhiree internet ki addiction tezi se badh bhi rahe hai,lekin internet addiction ke good and bad effect bhi hai,aur ye janna har logo ke liye jaruri bhi hai,aagar aap internet addition ke good and bad effect ke bare me janna chate hai to aap is article ko follow kare,kyuki iss article me internet addiction ke good and bad effect ke bare me aap details jaan payogi.

Internet, Addiction,EffectsInternet,


Internet Addition - Good Effects

Internet ka good effects bahut sare hai. internet ke waja se bahut sare kam iss time aasani se log kar pa rahe hai aur naya naya jankari bhi papt kar rahe, jaise ----

# Internet ki waja se bahut kuch aanjan jagha aur baate aasani se jaan rahe hai,

# Internet ki waja se ghar baithe shopping kar rahe hai.

# Internet ki waja se net banking kar pa rahe hai.

# Internet ki waja se pvt ya government ka job ke bare me aasani se jankari papt kar rahe hai.

# Internet ki waja se bahut sare log online business kar rahe hai.

# Internet ki waja se sare world ke log aasani se ek dusre se contract kar rahe hai, social media Facebook, Google plus, Twitter, aur bhi bahut sare social media hai jiske jariye log naya naya dost bhi bana rahe hai,aur aapne logo ke saat bhi aasani se contract kar rahe hai.

     
# Internet ki waja se log ghar baithe new Tv program aur naya naya movie wo Hollywood ya Bollywood jo bhi hai usko aasani se dekh rahe hai.


Dekha jaye to internet ki googd effect ki waja se log pahle se bahut jyada advance ho gaye hai, lekin internet ki good effect ke opposite me bahut sare bad effect bhi hai jo hamare liye khatarnak bhi sabit ho sakte hai,chaliye jante hai kya hai internet ki bad effects ke bare me.


Internet Addiction - Bad Effects


Dekha jaye to iss time har kaam internet ki madat se ho rahe hai,is liye iss time jyada se jyada log internet se jude rahte hai,lekin dosto sach mane ya na mane aasali baat to ye hai ki jyada se jyada se log faltu kaam se jyada jude rahte hai internet se, aur dhire dhire wo internet addicted ho rahe hai,iske waja se bad effect bhi padh rahe uske aandar.



Lekin kya kare sare duniya me jitne log hai uska soch ek jaise nehi hote hai, kuch logo ka soch kuch aache karne ka hai,aur kuch logo ka soch logo ko burai karne me laga rahete hai, lekin burai sochne wale log hamesha pichhe hi rahe jate hai,aur achhe sochne wale log hemesha bahut hi uchai tak pounch jate hai, achhe logo ke saat hamesha achha hi hote hai.aur bure logo ke saat hamesha burai hi hoti hai.

Also Read

Social Media Side Effect On mental Health 

Selfie Addict-Selfie Ke Side Effect 


Chaliye jante hai internet addiction ki waja se actually kya kya bad effect padh rahe hai logo ke aandar, aur bad effect ke waja se kya nuksan ho rahe hai.


# Internet addiction ke waja se log vastav duniya ko bhulne lage hai, log virtual duniya me ja rahe hai, ye virtual duniya dekhne me hai to colorful lekin iska vastav rup se dekha jaye to ye ek khatarnak duniya hai, jis duniya me bahut sare relation to bante hai logo ke saat lekin wo relation ek virtual relation hi rahe jate hai, jiska karan log hamesha khatara me padhte hai.


# Internet addiction ke waja se log aapne family aur aapne relative se dur ho jate hai,kyuki us time virtual duniya ke logo ko aapne mante hai,aur uha par log naya naya relation banate hai,jiske karan vastab jeevan me bad effect padte hai.


# Iss time internet ki waja se jyada se jyada log porno addicted hai,kyuki internet ke jariye aasani se ye sab free me dekhne ka mouka mil rahe hai, jiske karan log dhire dhire Internet par jyada time spend karne lage hai, aur jyada time spend karne ki waja se bad effect pad rahe hai uske aandar, jiski waja se bahut sare relationship tut rahe hai.



# Iss time bahut sare socail site majud hai internet par, dekha jaye to kai na kai ek social site se log jude rahte hai, kuch log etna jyada time social site par spend kar rahe hai jiske karan neend bhi puri nehi kar pa rahe hai, aur neend puri na karne se sharir ke aandar bad effect pad rahe hai, jis ke karan log aage jakar bade bade bimari ka shikar ho rahe hai.


# Internet se jude rahne ke liye kai na kai ek device ki jarurat hoti hai - jaise pc/laptop ya smart phone kai bhi ek device ki jarurat hoti hai, jo bhi device use kare us device ke display se directly ek light aate hai aankho me, iss light se aankho ka problem aa rahe hai,ye ek badiya bad effect hai.

Also Read

Internet Technology Se Kaise Suruksit Rahe

       
Actually internet ka good and bad effect dono hi jyada hai,lekin hum sab internet ki good effect se jude rahate hai aur iska sahi fyade uthane lage to ye duniya aur bhi bright ho jayegi. ab discretion aapke haat me hai.
--


EmoticonEmoticon